Quote:
Originally Posted by dua_e_sehar tu bilkul sahi kaha ta na jiss ne bhi kaha ta.................. ..................ch alain jab ho gi tu laga loon gi ijazat mill gay na ab _aap kiss taran k loag pasand hain aur aap aapne frenz main koan si baat dekhna pasand karte ho................li ke honest,educated..... ..etc _ager koi banda aap ki nazer main aik bar bura sabit ho jaye tu kya phir kabhi who aacha sabit nah kar paye ga khud ko aap ki nazer main. |
mujhey har banda pasand hai jo sahi baat ko maney aur janey, chahey wo rude ho ya narm mizaaj, shayesta ho ya sakht mizaaj, aur main dost personality dekh ke nahi chunta, jo banda me ke saath achh ahai wo me ka dost hai.
har banda bura ho ya achha second chance deserve karta hai, aur jab buroo'n ko Allah muaaf kar deta hai to main kya aur meri aoqaat kya !