Quote:
Originally Posted by generous heart modify option work nahi ker raha .....is k liye kkya kerna parega ? |
sorry shayed main ne ziker nahi kia, modify se pehle aap ctrl + A press karke select all kar lein. modify aur feather phir kaam karein gey. sorry once again.