It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kiya Sawaal Karti Hay within the haya n forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#2
| |||||
| |||||
| salaam hayaa saaHiba, aapkii nazam nazar-navaaz huii...aapke andar kii ek sochnewaalii aur tadabbur aur andaaz o bayaan kii chaashnii rakhnewaalii ek kaamiiyaab aur FIRST class shaira nazar aatii hai jo din ba din apnii shaa'irii kaa lohaa manvaatii hai...ham aapkii shaa'irii se bahot mutassir huye ahiN...masha Allah...Allah kare zor-e-raqam aur ziyaada. yeh nazam aapkii be_had Khoobsoorat hai. bahot ravaanii hai aur soch bhii zabardast. yeh baat jo maiN kah rahaa huuN vo sirf is nazam ke tanaazur meN nahiiN kah rahaa bal k maiN kaii roz se aapke kaii taKhliiqaat paRh chukaa huuN. hameN is apnii taKhliiqaat ko sahre karne ke qaabil samjhaa...aapkaa bahot bahot shukria. aise hii likhtii rahiye aur yaqeen jaaniiye yeh hamaaraa va'da hai k ham apne taskiin e zauq e shaai'raana baKhshte raheNge. ek baar phir shukria ke saath faqat Khaak-nashiiN, Hashmat Usmani
__________________ Khayaal hogaa, junuun hogaa, bahot abhii dil kaa Khoon hogaa bahaar hai door kii Haqeeqat, bahaar rang-e-chaman nahiiN hai Ali Z. Usmani [mere vaalid marHoom] |
|
#3
| |||||
| |||||
| salaam hayaa saaHiba, aapkii nazam nazar-navaaz huii...aapke andar kii ek mudabbir shaa'ira aur andaaz o bayaan kii chaashnii rakhnewaalii ek kaamiiyaab aur FIRST class shaira nazar aatii hai jo din ba din apnii shaa'irii kaa lohaa manvaa rahii hai...aapkii she'rii salaaHiyatoN kaa maiN qaail o ma'qool huuN...ham aapkii shaa'irii se bahot mutassir huye ahiN...masha Allah...Allah kare zor-e-raqam aur ziyaada. yeh nazam aapkii be_had Khoobsoorat hai. bahot ravaanii hai aur soch bhii zabardast. yeh baat jo maiN kah rahaa huuN vo sirf is nazam ke tanaazur meN nahiiN kah rahaa bal k maiN kaii roz se aapke kaii taKhliiqaat paRh chukaa huuN. hameN is apnii taKhliiqaat ko sahre karne ke qaabil samjhaa...aapkaa bahot bahot shukria. aise hii likhtii rahiye aur yaqeen jaaniiye yeh hamaaraa va'da hai k ham apne taskiin e zauq e shaai'raana baKhshte raheNge. ek baar phir shukria ke saath faqat Khaak-nashiiN, Hashmat Usmani
__________________ Khayaal hogaa, junuun hogaa, bahot abhii dil kaa Khoon hogaa bahaar hai door kii Haqeeqat, bahaar rang-e-chaman nahiiN hai Ali Z. Usmani [mere vaalid marHoom] |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
Mairi To Samajh Mai'n Hi Nahi Aa Raha Kay Mai'n Aap Kay Is Reply Kay Liye Woh Kown Say Lafz Hai'n Jo Muntakhib Karoo'n Owr Aap Ka Shukria Ada Karoo'n...Itnay Behtren Poet Kay Yeh Comments Mairay Liye Bouhat Aehmiyat Owr Khushi Ka Baa'Is Banay Hai'n...Mai'n Shaairi Owr Nasar Nigari Ki Bareekiyo'n Say Achi Tarha Waaqif Nahi...Showq Bouhat Ziyada Hay...Jo Likhti Hoo'n Bouhat Dil Say Likhti Hoo'n Warna Nahi Likhti...Aik Lafz Kabhi Soch Samajh Kar Nahi Likha Jata... Jaisi Aamad Hoti Hay Woh Aap Sab Say Share Kar Laiti Hoo'n...Yeh Aap Ki Zarra Nawazi Hay Kay Aap Ko Maira Likha Pasand Aa Jata Hay...Mai'n Aap Ka Reply Read Kar Kay Bouhat Khush Ho Gai...Mujhay Bouhat Khushi Hui Kay Aap Nay Itni Khoobsurti Say Mairi Howsla Afzaai Ki...Itnay Howsla Afza Reply Ka Bouhat Qubool Kijiye...![]() Allah Aap Ko Sada Khush Rakhay Aameen... ![]()
__________________ |
|
#5
| |||||
| |||||
| hamesha ki tarah ye bhi bahot achi hai........keep writning and sharing............. bahot si daad kabool karein
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
Hamaisha Ki Tarha Aap Nay Howsla Afza Reply Say Nawaza...Mujhay Bouhat Khushi Hui Kay Nazm Aap Ko Pasand Aai... ...Allah Aap Ko Sada Khush Rakhay... ...O )
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| sawaal, karti |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Amna | Admin | Announcements | 7 | 08-07-2007 11:15 AM |
| Nawaz , Bainazeer , Musharaf ???? | Ankaboot | Discussion Corner | 26 | 05-29-2006 02:57 PM |
| Roshni | Admin | Announcements | 0 | 05-08-2005 06:31 AM |
| Aaina | Ankaboot | Announcements | 0 | 01-23-2005 02:30 PM |
| Amna | Ankaboot | Announcements | 0 | 01-23-2005 02:04 PM |