It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on JIN..... Bhoot..... Der... Khoof... Chiikh ..... aaaaaaaaaaaaaaaaaa within the Gup Shup forums, part of the Mouj Masti category; SALAM ALL HG -ainss YAHA Hum Jinoon kay baray may Discuss or Information Share karayin gay to shoro krtay hain ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| SALAM ALL HG-ainss ![]() YAHA Hum Jinoon kay baray may Discuss or Information Share karayin gay ![]() to shoro krtay hain ![]() * Novel "Khali gher" By, Anwer Aligi, kay Dibaichay may hum nay perha tha keh "Duniya may Jinnon ki taadaad kay baray may is baat say andaza lagaya ja skta ha keh ager Asaam say 1 Sui bhi zameen pr phanki jay to vo soi kisi na kisi JIN pr hi giray gi" .... ![]() * Kehtay hain Pori duniya may Sab say Zada Jin MAdina Munawrah may pay jatay hain, Is baray may uu Kaha jata ha keh Pori Duniya may jitnay jinn hain on ki Adhi taadad SIRF MAdina may ha or BAki Pori Duniay may ![]() * Kuch aysa hi Bangla-daysh kay baray may bhi kaha jata ah keh pori Duniya may 2 hi jaghoon pr Jin Bohat zada pay jatay hain, Hatta keh on illaoon may INSOON say zada Jin Rehtay hain, or vo 2 Jaghain, Madina Munarah or Bangladaysh hain ![]() * Kehtay Hain keh Jinoon ko MAMO kaho to vo baray khush hotay hain ![]() * Jin or CHurayloon kay baray may 1 barii Khuuf naak laykin sath hi Mazah may li jay to baray mazay ki baat Sunnay may aati ha keh ... " Ager Jin ya CHurail kisi Shakhs pr AASHIQ ho jay to dono hi bari mushkil say os Insan ki jaan churtay hain, laykin Jo baat Mazay ki or zada khuuf naak ha vo yeah keh JIN to pir bhi Sath chuur hi dayta ha (ager os ka Pakka Bandubast kiya jay too...) Laykin CHURAIL kabhi saath nahi churti, Vo ya to khudd MEr jati ha ya Banday ko Maar kr hi picha CHurti ha " ...... .....![]() * Kaha jata ha keh Waysay kisi Chiilay may Makhsoos MAhool may 7 bar Surah JIN perhnay say koi ird gird mujuud jin Hazir hota ha, laykin Madina may Os makhsoos mahool say miltay jultay mahool may SIRF 1 ,2 Bar hi Sur-e-JIN perhnay say Koi Jin Hazir ho jata ha ![]() * Suna ha keh Makkah or Madina kay Rastay may JINOON ki TADAD bohat zada pai jati ha, Waha ager AP rastay may kahi Ruktain hain to Muhtaat raha karain, Akser is baray may bohat say waqiaat bhi sunnay may atay rehtay hain , keh apni dhun may khayltay hoya bachoon ka baal kahi kisi jin kay bachay ko lag giya or vo jin os family kay pichay per giya ![]() * Sunna ha keh keh kuch JIN Musalman hotay hain, or vo logon ko tang nahi krtay, belkh in may say kuch JIn , MASAJID may bastay hain or waha anay walooay Musafir Namazioon ya kisi or namazi ko kabhi koi mushil ay to yeah on ki maded krtay hain .* Jin Hazret Sulaiman(R.A) kay Tabay thay, or on say AJ BHI DERTAY hain, ![]() * Kehtay hain keh koi Billi, Sanp, Chipkli jaysay kuch khaas janwer, kabhi marnay ya daranay lago to AytelKursi Perh kr on pr Hamla karo os say pehlay Dil may yeha keh loo 1, 2 baar keh Ager tum koi or makhlooq ho to yaha say chalay jao,(it is called IHTIYAAT) ![]() abhi kay liay itna hi kafi ha, , baki kuch Dilchasp Kissay Updates hotay rahain gay, , ap nay kabhi koi JINoon kay Kissay Sunay ya Daykhay hain ??? ager YES to yaha bataoo na, maza ay ga , coz I LIEK JINsss ![]() Updates * Umair (Urf Billa paen) kay abu ka Kissa (page 2) * Humaray DADA Jan kay pass Jinnat Quran Perhnay or Sikhnay atay thay (page 4) * Rukhsaar ki Ab bitti (Page 2) * Rania or ilAli ki zubani U.A.E kay baray may kuch Inkishafaat or INTERESTING Informations (Page 5)* Jinno kay baray may Malomaati UPDATES by Me (page 7)* Sheesha Bayhen (Crystal) ki zubani 2 waqiat mulahiza fermain, (page 8) * Some Informations (Page 9) * 1 Qissa "Khoda pahar nikla Chuhaa" ( Page 10)* Taweezoon kay baray may kuch Malomaat or 1 Qissa Taweez or Badloon ka (Page10)
__________________ ![]() Last edited by khush; 03-10-2008 at 12:57 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Oh 1 baat to batana hi bhool gai ![]() kehtay hain jahan JINOON ka ZIKER ho raha ho waha aaas paas kahi na kahi koi JIN MUJOOD hota ha , so BEWARE to READ IT ![]()
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| yahan to koi nahi hai ![]()
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() ![]() ![]() yE sUb bAtAnAy k LiYE sHukRiYa.........:pa seena kHuSH tUm nE sAcHhi mAin mEri aAdHi jaAN niKaL di............. ![]() mUjeh yE parhTaY hUyE bHi itna dAr Lg rAhA hAi k baTa nHi skti....... ![]() aeSa Lg rAha hai k meRe aAs paAs bauhAt sAre...........:bhag o mAin aiK baAr bHukAt cHuki hOn..iS LiYE yAqEeN hai......... ![]() aB muJhE neEnD bHi nHi aYegi..............: ((
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Bhaoo keh kr daranay walay Bhoot to kai aa jain gay yaha ahista ahista , ap honsla rakahin , ![]() Laykin asli kay liay ... dihan say bhoot paen, Apnay ird gird Aytel Kursi perh kr phoonk maar lain, ho skta ha ho ,kahi koi , chair kay pichay , Bed kay nichay , gallery may , ya almari may ![]()
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Aap Hain Tou Sahi.... Kia Bhoot aur Jin Main Koi Farq Hota Hai.......![]()
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() kYa hAi...kHUsH aEsi baAtaiN kaR k tuMko dAr kYuN nAHi LgtA.......... ![]() 'meRa tau BurA haShAr hO gAyA hAi yE suN k.................:h ain
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
My Pleasure Dear ![]() oho abhi to may nay bohaaaat kuch vbatana ha dearoo , bohat say qissay hain mayray pass, ![]() Ops Aytel Kursi perh lo, Allah pr yaqeen rako, or Dua karo keh Allah miyan bachain ap ko in say pir inshaAllah kuch nahi ho ga ![]() O o , yaha to serious case ho giya , koi baat nahi dear, honsla rakho . laykin hoa kiya tha?? batao gi pllllllzzz, ![]()
__________________ ![]() |