It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Chat patty Dahe bally asan tarkeeb. within the Gup Shup forums, part of the Mouj Masti category; yay post to mujhy K C main lagane the laykin mujhy malom tha wo yahe par move kar dayngy lihazaa ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| yay post to mujhy K C main lagane the laykin mujhy malom tha wo yahe par move kar dayngy lihazaa hum mod ko takleef kiun day apni post khud he move kar kay yahan laga dayty hain or lagany main time he kitna lagta hai bas H G main online hoon or G S main aker N T par click karo or likhna shoro kardo yaqenan aap ko yay tareeqa malom nahi hoga so main nay buta diyaa ab thanks kehny ke zarorat nahi kiun kay yay to mayra farz tha aap logon ke help karnaa wesy bhe kisi ko kuch na kuch sikhanaa chaiyay ary sikhany say yad aya main aap logon ko kuch sikhaa raha thaa -:? kiya sikhaa raha thaa-:? yay sab aap logon ka qosoor hai mujhy baton main lagfa kar sab bhula diya khyr jab yad ayga to sikhaa donga tab tak kay liyay ijazat dijiyay Allah Hafiz ary haan yad aya main u logon ko dahee bhaly sorry bally ke tarqeeb sikhaa raha thaa wesy bary mazyy ke chez hotee hai mazy say yad aya park main sayr karny ka bara maza ata hai naa kabhi bachpan main hum bhe jhoola jhola karty thy abhi to jhoola hai par us par jhoolny ka time he nahi hota khyr hum chalty hain laykin yay mat samjhiyay kay jhoolny ja rahy hain bulky hum dahee bally kharedny bazar ja rahy hain tab tak jaiyay ga nahi to milty hain break kay bad ![]() .
__________________ مسجدتوبنادی شب بہرمیں ایماں کی حرارت والوںنے من اپناپراناپاپی ہےبرسوںمیںنمازی بن نہ سکا |
|
#2
| |||||
| |||||
| Mera aik question haibaz log itna q boltya hainoption dai daiti hoon1-un ko ghar main bolnay ka moqa nahi milta 2-un ki koi nahi sunta 3-un kay friends ziada batooni hotay hain 4-wo subah nashtay main kawwy kahtay hain kisi say mozrat k saat
__________________ ׺°`°º×Gøøð B¥ ׺°`°º× |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
mera iss sawal per aik sawal hai Baaz logoon per roshni dalyea ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
per dahee bhallay ka kia howa waisay aap nikah say pehlay to achay khasay they na ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
is tarah ke sawal se tu baaz log bolna hi bhool jaayenge..-:? haath thoda halka rakhna chahiye muhtrama ... ![]()
__________________ Mushkil badi hai Rasm E Mohabbat,ye jaanta hi nahi .. Dil hai ke Maanta nahi .. ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
![]()
__________________ Mushkil badi hai Rasm E Mohabbat,ye jaanta hi nahi .. Dil hai ke Maanta nahi .. ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| wo isliye ke mera abhi tak ek bhi nikaah nahi howa.. aur jinka howa hai unhen tu aap dekh hi rahe hain ...![]()
__________________ Mushkil badi hai Rasm E Mohabbat,ye jaanta hi nahi .. Dil hai ke Maanta nahi .. ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| Dahe ballon ky sath nikah k kiya jor (slap)
__________________ مسجدتوبنادی شب بہرمیں ایماں کی حرارت والوںنے من اپناپراناپاپی ہےبرسوںمیںنمازی بن نہ سکا |
|
#10
| |||||
| |||||
| Quote:
iss time aap bhe aik Nikah shuda say bat kar rahay hain aab kia rayee hai aap ki ![]() |