aasalam-wa-aaleekum
kiya hall hain dostoon
sab theek thak hai na
umeedd hai k Allah k karam say sab theek hoon gay
weell main aik thread bana raha hoon jis main bat chat hogii
yahan bohat se thread bana rahee hain wahan hum bat chat kartay hain
jo log mozo kholtay hain usee dekhtay hi nahii
isi liyee hum nay ye chat thread banaya yahan har aik dosray se bat chat kar sakta haii
so shoro ho jaoo
phlay aanee walee ko main welcome karta hoon
