
03-22-2008, 09:44 AM
|
 | :*Muskan*: | | | Join Date: Oct 2007 Location: Dubai Age: 18
Posts: 1,506
Country: Tutorials:
0 My Mood: Thanks: 0
Thanked 4 Times in 2 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 351 | |
Re: JIN..... Bhoot..... Der... Khoof... Chiikh ..... aaaaaaaaaaaaaaaaaa | | Quote:
Originally Posted by khush SALAM ALL HG-ainss  YAHA Hum Jinoon kay baray may Discuss or Information Share karayin gay  to shoro krtay hain  * Novel "Khali gher" By, Anwer Aligi, kay Dibaichay may hum nay perha tha keh "Duniya may Jinnon ki taadaad kay baray may is baat say andaza lagaya ja skta ha keh ager Asaam say 1 Sui bhi zameen pr phanki jay to vo soi kisi na kisi JIN pr hi giray gi" .... * Kehtay hain Pori duniya may Sab say Zada Jin MAdina Munawrah may pay jatay hain, Is baray may uu Kaha jata ha keh Pori Duniya may jitnay jinn hain on ki Adhi taadad SIRF MAdina may ha or BAki Pori Duniay may * Kuch aysa hi Bangla-daysh kay baray may bhi kaha jata ah keh pori Duniya may 2 hi jaghoon pr Jin Bohat zada pay jatay hain, Hatta keh on illaoon may INSOON say zada Jin Rehtay hain, or vo 2 Jaghain, Madina Munarah or Bangladaysh hain * Kehtay Hain keh Jinoon ko MAMO kaho to vo baray khush hotay hain * Jin or CHurayloon kay baray may 1 barii Khuuf naak laykin sath hi Mazah may li jay to baray mazay ki baat Sunnay may aati ha keh ... " Ager Jin ya CHurail kisi Shakhs pr AASHIQ ho jay to dono hi bari mushkil say os Insan ki jaan churtay hain, laykin Jo baat Mazay ki or zada khuuf naak ha vo yeah keh JIN to pir bhi Sath chuur hi dayta ha (ager os ka Pakka Bandubast kiya jay too...) Laykin CHURAIL kabhi saath nahi churti, Vo ya to khudd MEr jati ha ya Banday ko Maar kr hi picha CHurti ha " ...... ..... * Kaha jata ha keh Waysay kisi Chiilay may Makhsoos MAhool may 7 bar Surah JIN perhnay say koi ird gird mujuud jin Hazir hota ha, laykin Madina may Os makhsoos mahool say miltay jultay mahool may SIRF 1 ,2 Bar hi Sur-e-JIN perhnay say Koi Jin Hazir ho jata ha  * Suna ha keh Makkah or Madina kay Rastay may JINOON ki TADAD bohat zada pai jati ha, Waha ager AP rastay may kahi Ruktain hain to Muhtaat raha karain, Akser is baray may bohat say waqiaat bhi sunnay may atay rehtay hain , keh apni dhun may khayltay hoya bachoon ka baal kahi kisi jin kay bachay ko lag giya or vo jin os family kay pichay per giya  * Sunna ha keh keh kuch JIN Musalman hotay hain, or vo logon ko tang nahi krtay, belkh in may say kuch JIn , MASAJID may bastay hain or waha anay walooay Musafir Namazioon ya kisi or namazi ko kabhi koi mushil ay to yeah on ki maded krtay hain . * Jin Hazret Sulaiman(R.A) kay Tabay thay, or on say AJ BHI DERTAY hain,  * Kehtay hain keh koi Billi, Sanp, Chipkli jaysay kuch khaas janwer, kabhi marnay ya daranay lago to AytelKursi Perh kr on pr Hamla karo os say pehlay Dil may yeha keh loo 1, 2 baar keh Ager tum koi or makhlooq ho to yaha say chalay jao,(it is called IHTIYAAT) abhi kay liay itna hi kafi ha, , baki kuch Dilchasp Kissay Updates hotay rahain gay, , ap nay kabhi koi JINoon kay Kissay Sunay ya Daykhay hain ??? ager YES to yaha bataoo na, maza ay ga , coz I LIEK JINsss  Updates * Umair (Urf Billa paen) kay abu ka Kissa (page 2) * Humaray DADA Jan kay pass Jinnat Quran Perhnay or Sikhnay atay thay (page 4) * Rukhsaar ki Ab bitti (Page 2) * Rania or ilAli ki zubani U.A.E kay baray may kuch Inkishafaat or INTERESTING Informations (Page 5) * Jinno kay baray may Malomaati UPDATES by Me (page 7) * Sheesha Bayhen (Crystal) ki zubani 2 waqiat mulahiza fermain, (page 8) * Some Informations (Page 9) * 1 Qissa "Khoda pahar nikla Chuhaa" ( Page 10) * Taweezoon kay baray may kuch Malomaat or 1 Qissa Taweez or Badloon ka (Page10) | how did u get the time to type all dat??? |