Quote:
Originally Posted by ayankhan 1400 |
shukar hay baji u ruk gai ....
bilkul baji yeh suit to jaisay bana he aap k liye hay ... aap pe bohat acha lagay ga ...

.. is ka rang aap k goray rang pe bohat jachay ga ... safaid rang main to aap kiya lagaingi na baji ...
(toba kinna jhoot bolna parta hay ramzan main woh bhi..

)
han to baji yeh pack kar doon ... aur kuch pasand karo na baji sirf aik he logi kiya ..
