Quote:
Originally Posted by Mr.Bean Raheeel kay pass hai isay bachpan say shok tha khoti palnay ka laikin paal nahin saka isiiliya ajj chura kay laigaya  |
ab samjha asal maamla
main bhi soch raha tha yeh aaj subah se lagatar baith hai yahan kisi khas kam main laga hai, tery ghair hazri main isi ne teri khoti churai hai
