Re: khawab sachy hoty hain???????? | | dekhy main ye to nahi jantti hoon k har khawab sachha hotta hai k nahi
muje ittna pata hai k agar app ko feel ho k app nay bura khab dekha hai to uss ko biyan nahi karna chayee
orr har dam la hola wala quat parhna chayee...allah pak reham farmaty hai |