Re: Larke bun kar | | kahna tu bohat koch chata hoon magar koch reason ki bina par nahe kahoon ga. i know k es tarhan just entertainment ho rahee hai but mai pir be es ko like nahe karta aur na he islam mai es chees ki ijazat hai. aik vo foolish nido jo larka bani ir rahee hai aur aik aab yai sahab hain k larkee bannay chal paray.
jab k hadees mai hai k jo mard aurtoon wali batain ya aurtoon wali tarz apnatay hain ya jo aurtain mardoon wali batain ya un ki tarz apnaty hain Allah ki lanat hoty hain un sab par.
baki Allah muje be aur hum sab ko maaf karay, ameen inshAllah......
__________________ Listen It my songs |