It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on yoon dil ko har ik shakhs pay waara naheen kartay within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; yoon dil ko har ik shakhs pay waara naheen kartay aankhon main har ik aks utaara naheen kartay honee hay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| yoon dil ko har ik shakhs pay waara naheen kartay aankhon main har ik aks utaara naheen kartay honee hay to ik baar hee ho jaaye mohabbat ye bhool hay aisee kay dobara naheen kartay acha hoa main nay hee faqat daikha magar yoon mehfil main kisee ko bhee ishaara naheen kartay mil jaye sar-e-raah jo bichra hoa koee chup chaap hee taktay hain pukaara naheen kartay kiyoon pyaar kee baazee say ho is darja guraizaan kehtay hain kay dil haar kay haara naheen kartay kajal say bhee ab kaam nay lay koee sahailee! yoon dard say aankhon ko sanwaara naheen kartay
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#4
| |||||
| |||||
| *^~^~*^~^~*^~^~*^~^~ *^~^~*^~^~*^~^~* *^~^~*^~^~*^~^~*WOW^ ~^~*^~^~*^~^~* *^~^~*^~^~*^~^~*^~^~ *^~^~*^~^~*^~^~* |
|
#5
| |||||
| |||||
| nice................ ................. |
|
#6
| |||||
| |||||
| buhat umdah.......... |
![]() |
| Tags |
| yoon, dil, har, shakhs, pay, waara, naheen, kartay |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Jiya Kartay Thay | seemaab | Ghazal | 9 | 03-18-2008 05:33 AM |
| kahbi yoon bhi to ho | gentle soul | Nazam | 10 | 10-23-2007 04:14 PM |
| Hazaron pal tumhare bin | Faisal Husain | Nazam | 7 | 09-26-2007 05:10 AM |
| Kya Kartay? | msalman | Ghazal | 14 | 06-20-2007 07:09 AM |
| safar tanha nahi kartay | ali syed | Ghazal | 13 | 06-20-2007 05:45 AM |