It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai !!!! within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai Yeah tujh ko jaagtay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa ? Mujhay tu khair taira intazaaar karna hai Hawa ke zad mein jalanay hain ansoon kay chiraagh Kabhi yeah jashan sar rah'guzaar karna hai woh muskura kay naye waswasoon mein daal gaya Khayaal tha ke ussay sharamsaar karna hai Misaal e shaakh e barhana khizan ke rut mein kabhi Khud apnay jisam ko bay barg o baar karna hai tairay firaaq mein din kiss tarhaan kattain apnay Keh shughal e shab tu sitaray shumaar karna hai Chaloo yeah ashak hee moti samajh kay baich ayain Kissi tarhaan tu humain rooz'gaar karna hai Kabhi tu dil mein chupay zakham bhi numayaan hoon Qaba samajh kay badan taar taar karna hai Khuda khabar yeah koi zid keh shouq hai Mohsin Khud Apni jaan kay dushman say payaar karna hai
__________________ ![]() |
| The Following 4 Users Say Thank You to Mayyaa For This Useful Post: | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Quote:
dekhen mashaallah se har forum aur har site se hamara hg aagay hai. Boht hi class ki mayari sharing hai aapki ***** bhi aur wishes bhi be happy jee
__________________ |
| The Following User Says Thank You to sab_ka_pyara For This Useful Post: | ||
Mayyaa (08-31-2008) | ||
|
#4
| |||||
| |||||
| BeauTiful Choice,,,,,,,,,,, Excellent,,,,,,,,,,, , * * * * *
__________________ "I don't care what anybody says about me as long as it isn't true." |
| The Following User Says Thank You to mak_ali For This Useful Post: | ||
Mayyaa (08-31-2008) | ||
|
#8
| |||||
| |||||
| Very nice.... Keep it up!!!
__________________ ![]() |