It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai.. within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai.. Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai.. Yeah tujh ko jaagtay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Wafa mein Aab yeah hunar Ikhtiyaar karna hai.. Woh sach kahay na kahay aaitbaar karna hai.. Yeah tujh ko jaagtay rehnay ka shouq kab say howa ? Mujhay tu khair taira intazaaar karna hai Hawa ke zad mein jalanay hain ansoon kay chiraagh Kabhi yeah jashan sar rah'guzaar karna hai woh muskura kay naye waswasoon mein daal gaya Khayaal tha eh ussay sharamsaar karna hai Misaal e shaakh e barhana khizan ke rut mein kabhi Khud apnay jisam ko bay barg o baar karna hai tairay firaaq mein din kiss tarhaan kattain apnay Keh shughal e shab tu sitaray shumaar karna hai Chaloo yeah ashak hee moti samajh kay baich ayain Kissi tarhaan tu humain rooz'gaar karna hai Kabhi tu dil mein chupay zakham bhi numayaan hoon Qaba samajh kay badan taar taar karna hai Khda khabar yeah koi zid keh shouq hai mohsin Khud Apni jaan kay dushman say payaar karna hai
__________________ ![]() Last edited by mFaraz; 08-15-2008 at 06:01 AM. |
| The Following 3 Users Say Thank You to mFaraz For This Useful Post: | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Wah kia baat janab..............
__________________ kitnay ajeeb hotay hain ye khandan-e-ishq kay log keh hotay jatay hain qatal aur kam nahi hotay !!! |
|
#3
| |||||
| |||||
| Zbardast janab.....buht umdah selection........... ...
__________________ zahid nay is khayal say tasbhi hi tor di kiya gin kay uska naam lo jo bay-hisab day |
|
#5
| |||||
| |||||
| lovely choice........... |
|
#6
| |||||
| |||||
| Very nice sharing. ![]()
__________________ Ham Un Se Hat K Chalthey Hai Jo Rasthey Aam Ho Jaayein. |
|
#7
| |||||
| |||||
| Boaht Pyari ghazal haii ............ wel done |
|
#8
| |||||
| |||||
| Bohot khoob.....keep it up!!!
__________________ ![]() |