It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on wada karo* within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; khusboun ki tarha meri har saans main, pyar apna basanay ka wada karo. rang jitnay tumhari mohabbat k hain, meray ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#1
| |||||
| |||||
| khusboun ki tarha meri har saans main, pyar apna basanay ka wada karo. rang jitnay tumhari mohabbat k hain, meray dil main sajanay ka wada karo. Hai tumhari wafaon pay mujko yakeen, phir bhi dil chahta hai meray dil nasheen. yunhi meri tassali ki khatir zara, mujko apna bananay ka wada karo. Mohabbat ka iqrar kartay ho tum, dhadkanoon main naya rang bhartay ho tum. bada kar chukay ho, magar aaj phir, mujh ko apna bananay ka wada karo. Sirf lafzoon say iqrar hota nahi, ik janib say hi piyar hota nahi. main tumhain yaad rakhnay ki khaun kasam, tum mujko na bhulanay ka wada karo.
__________________ Hamain to MOHABBAT k liye bhi zindagi kam lagti hai FARAZ* Magar! log yahan nafraton k liye bhi waqt nikal laitay hain* |
| The Following User Says Thank You to sweet_love For This Useful Post: | ||
mak_ali (10-12-2008) | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Bohaat KHOOB............... ...G..!!@ Laykin Ek Din mein Sirf 2 Thread He Start Kiya Karein..........Than Xx.......~~
__________________ "I don't care what anybody says about me as long as it isn't true." |
|
#3
| |||||
| |||||
| zabardast...........
__________________ ![]() |
![]() |
| Tags |
| karo, wada |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Tum bhi Wada Karo | kashish | Nazam | 6 | 10-08-2007 12:19 AM |
| Wada Karo | merayaanso | Ghazal | 15 | 09-21-2007 02:55 PM |
| wada karo | shut up | Ghazal | 14 | 06-29-2007 09:41 AM |
| Tum bhi Wada Karo | Tanha Ansoo | Nazam | 5 | 10-01-2005 01:12 AM |
| ek wada karo tum | do-or-die | Nazam | 19 | 02-26-2005 07:09 AM |