It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~!~Utariin Ajjib roshaniyaan raat khuwaab mein~!~ within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; utariin ajiib roshaniyaan raat Khuwaab mein kyaa kyaa na aks tair rahe the saraab mein kab se hain ek harf ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#1
| |||||
| |||||
| utariin ajiib roshaniyaan raat Khuwaab mein kyaa kyaa na aks tair rahe the saraab mein kab se hain ek harf pe nazaren jamiin huiin vo parh rahaa huun jo nahiin likkhaa kitaab mein phir tiragii ke Khuwaab se chaunkaa hai raastaa phir raushanii-sii daur gaii hai sahaab mein paanii nahiin keh apane hii chehare ko dekh luun manzar zamiin ke Dhuundhataa huun maahataab mein kab tak rahe-gaa ruuh pe pairaahan-e-badan kab tak havaa asiir rahegii hubaab mein jiine ke saath maut kaa Dar hai lagaa huaa Khushkii dikhaaii dii hai samandar ko Khuwaab mein ek yaad hai keh chhiin rahii hai labon se jaam ek aks hai ki kaanp rahaa hai sharaab mein Last edited by mbm004; 07-02-2008 at 05:41 AM. Reason: to make clear |
|
#2
| |||||
| |||||
![]()
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| hi, i am new member of HG and bundle of thanks of welcome me and appriciate my thread |
|
#5
| |||||
| |||||
| Welcome Here................ Bohat umdah............... ........... |
|
#6
| |||||
| |||||
| first Of All Welcome To The Hg Family.....and You Shared A Beautifull Ghazal...keep It Up And Keep Sharing!
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Welcom here dear ...........aur bohat hi khoooobsurat sharing ki hai ap nai Bahot allllaaaaaaaaaah |
|
#8
| |||||
| |||||
| Bohat Umdah............. |
|
#9
| |||||
| |||||
| |