It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ussay dekha ek muddat huwi, us se bichrey ek zamana huwa... within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Lamha-e-hijr ke baad aisi aadat huwi weeraanoon ki Andheroon se bahar aa na sakay Sar-e-shaam hum phir deep jala na ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Lamha-e-hijr ke baad aisi aadat huwi weeraanoon ki Andheroon se bahar aa na sakay Sar-e-shaam hum phir deep jala na sakay Is qadar milli tanhaeyaan ke apna saaya bhi ghair lagne laga Dil ki basti aisi ujjri ke hum issay phir basa na sakay Ussay dekhe ek muddat huwi, us se bichray ek zamaana huwa Dhoonda bahut magar is ajnabi shehar mein ussay paa na sakay Us ke siwa goya zindagi mein kuch aur thaa hi nahee Bichra woh tu phir kuch khoo na sakay kuch paa na sakay Haal-e-dil hum bata to dete raaz-e-dil hum suna tu dete magar Tumhare baad kisi ko hum samjha na sakay aashna-e-dil bana na sakay Hum ne dukhi dil ko bahut sambhaala aur dil ne hum ko bahut Tanha chand dekha tau dil humein samjha na saka na dil ko hum samjha sakay Tumhari yaad ko apni har wabastagi se mita diya tha hamesha ke leye Bas jab jab saans chali hai tab tab hum tumhein bhula na sakay Aaj itefaqqan tum ko tumhari majboreyoon ke saath dekha Phir puraani yaadain taaza huween phir ashk apne hum chupa na sakay |
|
#2
| |||||
| |||||
| ^nice sharing thanx alot keep sharing wid us ![]()
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| salam!!!! bohat khoob.....Nice one(*)(*)
__________________ Zinda Hon Main Iss Tarah Say Ke Zindagi Nahi.. Jalta Hoa Diya Hon Magar Roshanii Nahiii... |
|
#4
| |||||
| |||||
| Aaj itefaqqan tum ko tumhari majboreyoon ke saath dekha Phir puraani yaadain taaza huween phir ashk apne hum chupa na sakay app ka intikhab bohat achha ..................
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
Thanks for liking it....Falkon |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
Buhat shukriya.....Naila |
|
#8
| |||||
| |||||
| ACha intekhab hay Khobsurat Ghazal share karne ka shurkiya Keep sharing Khush Rahiay ![]()
__________________ ![]() |