It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~us shaam vo ruKhsat kaa samaa.N yaad rahegaa~ within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; us shaam vo ruKhsat kaa samaa.N yaad rahegaa vo shahar vo kuuchaa vo makaa.N yaad rahegaa vo Tiis ki ubharii ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [8] |
|
#1
| |||||
| |||||
| us shaam vo ruKhsat kaa samaa.N yaad rahegaa vo shahar vo kuuchaa vo makaa.N yaad rahegaa vo Tiis ki ubharii thii idhar yaad rahegii vo dard ke uThaa thaa yahaa.N yaad rahegaa ham shauq ke shole kii lapak bhuul jaaye.nge vo shamaa-e-fasurdaa kaa dhuaa.N yaad rahegaa kuchh miir ke abyaat the kuchh faiz ke misare ik dard kaa thaa jin me.n bayaa.N yaad rahegaa jaa.N baKhsh sii thii us gul_barg kii taraavaat vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.N yaad rahegaa ham bhuul sake hai.n na tujhe bhuul sake.nge tuu yaad rahegaa hame.n haa.N yaad rahegaa ibn-e-inshah |
|
#3
| |||||
| |||||
| buhat khoob.....
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#4
| |||||
| |||||
| very nice... thanx for sharing @};-
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| nice...............
__________________ |