It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on us ki ankhoon mein mouhabat ka sitara hoga... within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; us ki ankhoon mein mouhabat ka sitara hoga... aik din ayee ga woh shaks humara hoga... tum jahaam meray liyee ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| us ki ankhoon mein mouhabat ka sitara hoga... aik din ayee ga woh shaks humara hoga... tum jahaam meray liyee sipiyaan chunti hogi... woh kissi aur hi duniya ka kinara hoga... zindagi! ab kay mera naam na shamil kerna... gar yeh tey hai kay yehi kheel dobara hoga... jis kay honay say meri saans chala kerti thi... kis tarhaan us kay baghair apna guzara hoga... yeh achanaak jo ujala sa howa jata hai... dil nay chupkay say tera naam pukara hoga... ishq kerna hai tou din raat usay souchna hai... aur kuch zaheen mein ayaa tou khasara hoga... yeh jo pani mein chala aaya sonehri sa gharoor... us nay darya mein kahin paon uttara hoga... kon routa hai yahaan raat kay sanatoon mein... meray jesa hi koi hijr ka mara hoga... mujh ko maloom hai jounhi mein kadaam rakhoon ga... zindagi tera koi aur kinara hoga... jo meri rooh mein badal say garajtay hein wasi... us nay seenay mein koi dard uttara hoga... kaam mushkil hai mager jeet hi loon ga us ko... meray moula ka wasi jounhi ishara hoga...
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| boht khobsorat ![]() boht pasand aai apni roman improve karain parhanay main mushkil hooti hay kush raheay ![]()
__________________ KION HAY ANDHERI SHAB E GHAM HAY BALAOUN KA NAZWAL AAJ IDHAR HI KO RAHAY GA DEEDA E AKHTAR KHULA |
|
#5
| |||||
| |||||
| boaht achay jee................. .. |
|
#6
| |||||
| |||||
| thanx all of u,mashware ka shokria............. ..
__________________ |
|
#7
| |||||
| |||||
| very nice................ ...@};-
__________________ ![]() najanay kon duaaon mein yaad karta hay mein dobta hon, samndar uchal deta hay ...!! |