It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~Unwaan-e-khaas~ within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; buss ek dooree hai tujh mein mujh mein wagarna pyaray yaqeen kar lay................. ................. nigah maree hai noor tu hai ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [8] |
|
#1
| |||||
| |||||
| buss ek dooree hai tujh mein mujh mein wagarna pyaray yaqeen kar lay................. ................. nigah maree hai noor tu hai demaagh mera shaoor tu hai aada hai maree gharorr tu hai khayal ki sarhadon say aagay mujhay yaqeen hai zaror tu hai hain khaab meray khayal teray nigah maree jamal teray jawaab meray sawaal teray firaaq meray wisaal teray kahan talak mein bayyan karon ga meray musafir kamal teray jo zaiqay sab zabaan mein hain hamaray wahmo-o-gumaan mein hain zameen mein aasman mein hain hamaray har imtehan mein hain ye sab k sab taree aataa hain jo lafz meray bayaan mein hain adawat'ain sub teree he khatir rafaqatain sub teree he khatir wazahatin sub teree he khatir meray maseeha yaqeen kar lay musafatain sab teree he khatir mein zard mausam bahar tu hai mein zinda lasha mazaar tu hai mein muztarab hon qarar tu hai mein aablaa-pa sawaar tu hai uraay phirtee arzoo yeh kahan kahan ashkar tu hai thakee nigahon mein tu basa hai ugaar banhon mein tu basa hai sulagtee aahon mein tu basa hai teree he yadain maree panahain sabhee panahon mein tu basa hai buss ek dooree hai tujh mein mujh mein wagarna pyaray yaqeen kar lay................. ....... |
|
#4
| |||||
| |||||
| behad khoobsurat nazm share ki ahi aap ne Ilyas...magar ghalat section mein mein...main isay Urdu Poems/Nazam Section mein move kar rahi hon...aap ki aur khoobsurat sharing ka intezar rahega...khush rahain |
|
#5
| |||||
| |||||
| jazakALLAH, shukriya, behna and brother's i am new tu thori si understanding develope kerny mein time tu lagay ga he, khair next time i will be care full to posting. |