It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ujaalay Baantt'ta mausam within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Tumharay Saath Daykhaa Tha , Ujaalay Baantt'ta Mausam Phir Us Kay Baad Kab Aayaa ' Ujaalay Baantt'ta Mausam Kissi Ko ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tumharay Saath Daykhaa Tha , Ujaalay Baantt'ta Mausam Phir Us Kay Baad Kab Aayaa ' Ujaalay Baantt'ta Mausam Kissi Ko Kiya Khabar Thee Hum Basarat Hee Naheen Rakhtay Humain Tou Kar Gaya Rusawaa ' Ujaalay Baantt'ta Mausam Abhi Tak Yaad K Mausam Main Donoo'n Raqs Kartay Hain Visaal e Yaar Ka Lamha ' Ujaalay Baantt'ta Mausam Ajab Tareekiyoo'n Ka Raaj Tha Shaher e Takhayyul Main Kissi Nay Bhi Naheen Socha ' Ujaalay Baantt'ta Mausam Udhar Saaray Sifaratkaar Thay Andhi fiza'oon Kay Idhar ShahbaaZ Main Tanha ' Ujaalay Baantt'ta Mausam |
|
#3
| |||||
| |||||
| wah boht umda asifa............... . ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| bohat zabardast sharing Assifa G
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| |
|
#7
| |||||
| |||||
| |
|
#8
| |||||
| |||||
| |
|
#9
| |||||
| |||||
| |