It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Tumhara Naam... within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Tumhara Naam... Samandar ki hawaa-oN per tumhara naam likh dooN ga maiN saahil per, maiN lehroN per, tumhara naam likh ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tumhara Naam... Samandar ki hawaa-oN per tumhara naam likh dooN ga maiN saahil per, maiN lehroN per, tumhara naam likh dooN ga mehak utthay ga aangan phir mera, aangun kay phooloN sey main jub aangun kay phooloN per tumhara naam likh dooN ga asa hoga na meray haath maiN jub paar kernay ko maiN derya kay kinaaroN per tumhara naam likh dooN ga Khala maiN jaaoN ga maiN aik shab aur apnay haathoN sey falak kay sub sitaaroN per tumhara naam likh dooN ga Khushi sey ro paRaiN gi daikh layna baylay ki kalyaaN maiN jub baylay ki kalyoN per tumhara naam likh dooN ga tumhara naam haatoN maiN jo qudrat nay nahiN likha to maiN khud apnay haathoN per tumhara naam likh dooN ga dhanak ubhray gi jub hanza ek gehray sey baadal per dhanak kay saaray rungoN per tumhara naam likh dooN ga
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Wah bOhet KhOob Umda SharinG .,.,.,..,.,.
__________________ ![]() |
|
#10
| |||||
| |||||
| Thanx............... .
__________________ ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| tumhara naam |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Tumhara naam likh likh likh kar ........ | 13 Mera 7 Rhey | Ghazal | 21 | 03-18-2008 08:53 PM |
| Tumhara naam | asv | Ashaar - Misc | 7 | 11-05-2007 08:52 PM |
| Tumhara Naam likh likh ker Mitana bhool jata hoon | smumair10 | Ghazal | 11 | 10-31-2007 06:33 AM |
| Tanhaaiyoo'n ki Naam !!! | Asifa | Nazam | 11 | 10-14-2007 02:52 AM |
| ~!! Us Zakham e Jaan Key Naam jO Ab Tak Nahii Bhara !!~ | ~ HijR ~ | Nazam | 14 | 10-13-2007 04:11 PM |