It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Tujhe bhoolne ki koshish mein, within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Tujhe bhoolne ki koshish mein, Jab dil ye zid pe aa gaya, Main aankh moond ke baith gaya, Tu khayaal ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tujhe bhoolne ki koshish mein, Jab dil ye zid pe aa gaya, Main aankh moond ke baith gaya, Tu khayaal pe phir chaa gayi... Ye dhadkan kahin ruk jaaye naa, Meri nabz Thehr naa jaaye kahin, Tune Waqt kiya mera lamha lamha, Magar maut ko aasaan bana gayi... Meri har daleel ko kiya ansuni, Meri fariyaad bhi to suni nahin, Main Hairaan hu, haa Kuch Pareshaan hu, Aisa Faislaa tu mujhe suna gayi... Mujhe chaand ki kabhi talab na thi, Mujhe suraj ki bhi fikar nahi, Bas aankh kholna hi chahte the ham, Magar Tu roshni hi bujha gayi... Beshak bhoolna tujhe chaha bahut, Hans kar kabhi, ro kar kabhi, De kar ye aansuon ki saugaat mujhe, Tu daaman apna bacha gayi __________________ ![]()
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
Bikhar Rahi Hai Meri Zaat Usay Kehna ![]() Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna Kabhi milay to yehi baat usay kehna Wo saath thi to zamana tha hamsafar mera Magar ab koi nahi mere saath usay kehna Usay kehna k bin us k din nahi kat'ta Sisak sisak k kat'ti hai raat usay kehna Ussay pukaroon ya khud hi pohanch jaoon us k pass Nahi rahe ab wo halaat usay kehna Agar wo phir b na lotay to aye meharbaan Hamari zeest k halaat usay kehna Her jeet us k naam kar raha hoon main Main manta hoon apni haar usay kehna.. ![]() |
| The Following User Says Thank You to _.-M.r--LoneLy-._ For This Useful Post: | ||
M@H! (09-08-2008) | ||
|
#3
| |||||
| |||||
| bahot umdaaa.. ![]()
__________________ " Never be sad for what is over, just be glad that it was once yours." Last edited by Bigb; 09-08-2008 at 02:40 AM. Reason: Let the moderators do their work. :) |
|
#4
| |||||
| |||||
| Bohat umda...........
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Beshak bhoolna tujhe chaha bahut, Hans kar kabhi, ro kar kabhi, ITS REALLY AWSUM |
|
#6
| |||||
| |||||
| Very nice sharing. ![]()
__________________ Ham Un Se Hat K Chalthey Hai Jo Rasthey Aam Ho Jaayein. |
|
#7
| |||||
| |||||
| Bohaat Umda................ .........
__________________ "I don't care what anybody says about me as long as it isn't true." |
|
#8
| |||||
| |||||
| wah je wah Umdah Intekhaaaab very nice |
|
#9
| |||||
| |||||
| ReaLLy thnx 2 ALl u like it ![]() |