It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Tujhay ishq ho khudaa karay, within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Tujhay ishq ho khudaa karay, Koi tujh ko uss se juda karay, Tere hont hansna bhool jaayen, Teri aankh pur ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tujhay ishq ho khudaa karay, Koi tujh ko uss se juda karay, Tere hont hansna bhool jaayen, Teri aankh pur namm raha karay, Tu uss ki baatain kiyaa karay, Tu uss ki baatain suna karay, Usay daikh kar tu ruk paray, Woh nazar jhukaa kar chalaa karay, Tujhay hijar ki woh jhaari lagay, Tu milan ki har pal dua karay, Tere khuwaab bikhrain toot kar, Tu kirchi kirchi chunaa karay, Tu nagar nagar phiraa karay, Tu gali gali sadaa karay, Tujhay ishq ho, phir yaqeen ho, Usay tasbeehon per para karay, Main kahon ISHQ "JHOOT" hai, AUR Tu nahin mahin kaha karay. |
| The Following 5 Users Say Thank You to Mahnoor020 For This Useful Post: | ||
AAKHRI TARA (04-14-2008), aryan (04-14-2008), dil-e-nadan (04-15-2008), HG_Lover (04-14-2008), SundaL Shah (04-15-2008) | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Itni badduayen kyon ..........???? But good sharing..........
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| bahut umda hai, waah waah kya baat hai
__________________ Meri Aankhein Padhkar Dekho Aankhon Mein Hain Khwab Bahut Dariya Hain Kitne chhote Chhote Lekin Hai Inmein Sailab Bahut |
|
#4
| |||||
| |||||
| bht hi umdaaa mahnooor
__________________ the worst thing in life is ATTACHMENT, it hurts when u lose it.The best thing in life is LONELINESS,bcoz it teaches u everything n when u lose it,u get everything !!!!!!!!! |
|
#5
| |||||
| |||||
| bhot umdha magar buri baat kisi ko badua nahi daytay hay |
|
#6
| |||||
| |||||
| Bohat khubsurat sharing ..........
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Buhat Khoob .................
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Very Nice Sharing Koi dil tor jaye , jaan boojh kar, dhoka day jaye To kuch aisey hee jazbaat hotey hain dil main Jin kaa khoobsuratee say izhaar kiaa shayer(a) nay Aur Share kiaa aap nay ... Jis kay leye ... Ap Ka Shukria
__________________ |