It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Tujhay ishq ho Khuda karay within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Tujhay ishq ho Khuda karay koi tujh ko us say juda karay teray hont hansna bhool jain teri aankh pur ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tujhay ishq ho Khuda karay koi tujh ko us say juda karay teray hont hansna bhool jain teri aankh pur nam raha karay toon uski batain kia karay toon uski batain suna karay toon ruk jaye usay daikh kar woh narzar jhuka kar chala karay tujhay hijar ki woh ghari lagay toon milan ki har pal duaa karay tery khawab bikhrain toot kar toon kirchi kirchi chuna karay toon gali gali phira karay toon nagar nagar sada karay tujhay ishq ho phir yaqeen ho usay kirchion main chuna karay main kahun k ishq dhong hay toon nahi nahi kia karay.
__________________ Tu idhar udhar ki na baat kar, yeh bata k qaafla kion luta Mujhay rehzano'n say gila nahi,Taire rehbari ka sawal hai |
|
#2
| |||||
| |||||
| VERY NICE, SUNA HAI US KO MOHABAT DUAIN DETI HAI JO DIL PE CHOT TO KHAI MAGAR GILA NA KARE |
|
#3
| |||||
| |||||
| nice sharing keep sharing
__________________ ![]() najanay kon duaaon mein yaad karta hay mein dobta hon, samndar uchal deta hay ...!! |
|
#4
| |||||
| |||||
| bahot khoobsurat ghazal share ki hai aap ne magar ghalat section mein...main isay ghazal section mein move kar rahi hon...keep sharing
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| wah bohat he umda intekhab. keep sharing.
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| ****bohat Hi Khooooooooooob****
__________________ ![]() |
|
#10
| |||||
|