It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on --==Toot kar chaha tha jise wohi dhoka day jaye ga,==-- within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Toot kar chaha tha jise wohi dhoka day jaye ga, Bina kashti kay musafir kaise sahil tak aaye ga.. Sukhay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Toot kar chaha tha jise wohi dhoka day jaye ga, Bina kashti kay musafir kaise sahil tak aaye ga.. Sukhay patton ki tarah yun bikhar jayegi zindagi apni, Socha na tha yeah waqt humain is mod pa bhi layega.. Main ne chand ki tamana main, ginwa diye taaray bhi, is oonchi udaan main kahan maloom tha kahi kafila hi chut jayega.. apni hi lagai aag main apna hi wajood jal jayega, kis ko khabar thi yeah waqt bhi hum pe ayega.. jub raigistan ki rait hi apna mukadar thi toh, kyon soocha humne ki hamain woh mil jayega.. apnay hi banaye jaal main shikari khud hi qaid ho jayega, koi youn bhi bhala apna mukadar likhwayega.. zindagi tapti dhoop ke tale yun hi chali ja rahi hai, kiya aab koi pani pilanay wala nahi aye ga...![]()
__________________ ![]() |
| The Following 3 Users Say Thank You to _.-M.r--LoneLy-._ For This Useful Post: | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| wah wah zbrdust ***** |
|
#3
| |||||
| |||||
| V Nice........... |
|
#4
| |||||
| |||||
| Main ne chand ki tamana main, ginwa diye taaray bhi, is oonchi udaan main kahan maloom tha kahi kafila hi chut jayega.. buht khoob.........
__________________ zahid nay is khayal say tasbhi hi tor di kiya gin kay uska naam lo jo bay-hisab day |
|
#5
| |||||
| |||||
| Bohat Hi umdaaaa Cha Gay Hoooo BOhat Khoobb
__________________ I Have Only One Sentence About Friendship " Dost Zindagi Me Nahi Mila Kertay" Balkay "Zindagi "DOSTON" Me Mila Kerti Hai" |
|
#6
| |||||
| |||||
| bahut bahut shukriya aap sub ka.......!! ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| jub raigistan ki rait hi apna mukadar thi toh, kyon soocha humne ki hamain woh mil jayega.. Boht khoobsurat Intkhaab...........k hush raheay
__________________ [ |
|
#8
| |||||
| |||||
| Bohaat Khoob............... ....G!!@!!
__________________ "I don't care what anybody says about me as long as it isn't true." |
|
#9 |