It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~!! Teray Baad !!~ within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; dAsht e Hijraan Mein Saya Na Sada Teray Baad Kitney tAnhAi hAin Teray Aabla Pa Teray Baad kOii Paighaam Na ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| dAsht e Hijraan Mein Saya Na Sada Teray Baad Kitney tAnhAi hAin Teray Aabla Pa Teray Baad kOii Paighaam Na Dildaar - Nawa Teray Baad Khaak Uraatii hOi gUzrii hAi Saba Teray Baad Lab Pey Eik Harf e Talab Tha Na Rha Teray Baad Dil Mein TaSeer Kii Khwaahish Na dUa Teray Baad Aks o Aaiyena Mein Rabt hO Gya Teray Baad hUm tO Phirtey hAin KhUd Sey Khaffa Teray Baad DhOop Aariz Ki Na ZulfOn Kii Ghata Teray Baad Hijjr Ki Rut hAi Key Habs Kii Fiza Teray Baad Liye Phirti hAi Sar e kOo e Jafa Teray Baad ParCham e Tar Garebaan Ko Hawa Teray Baad Pairhan Apna Salamat Na Qaba Teray Baad Bas wOhi hUm wOhii SehRa Kii Rida Teray Baad Nikhat o Ney hAi Na Dast e Qaza Teray Baad Shaakh e jAan Par kOi GhUncha Na Khila Teray Baad Dil Na Mehtaab Sey Uljha Na jAlla Teray Baad Aik jUgnOo Tha Chup Chaap bUjha Teray Baad kOn Sey RangOn Key Bhanwar Kaisi Hinna Teray Baad Apna Hi khOon Apnii Hathailii Pey Saja Teray Baad dArd Seenay Main hUa nOha-Sara Teray Baad Dil Ki DhArkAn Ai Key Matam Ki Sada Teray Baad Aik hUm hAin Key Be Barg o Nawa Teray Baad Warna Aabaad hAik Eik Khalq e KHUDA Teray Baad Eik Qyamat Ki KharaaShien Meray Chehrey Pey Sajien Eik MehShar Meray Ander Sey Utha Teray Baad tUjh Sey BiChra tO mUrjha Key Hawa bUrd hUa kOn dAita hAi mUjhey Khilney Ki dUa Teray Baad Aey Flaq Naaz Meri Khaak Nasheeni Teri BakhShish Main Ney Matti Pey Tera Naam Likha Teray Baad tO Key Simta tO Rag e jAan Kii HadOn Mein Simta Main Key Bikhra tO Samaita Na Gya Teray Baad Milney Waaley Kaii MafhOom Pehan Kar Aaye kOii Chehra Bhi Na AankhOn Ney Parha Teray Baad bUjhey jAtey hAin Khad O Khaal Manaazir Afaq Phelta jAta hAi Khwaahish Ka Khalla Teray Baad Yeh Alag Baat Key Afsha Na hUa tOo Warna Main Ney Kitna tUjhey MehsOos Kiya Teray Baad Meri dUkhtii hOii AankhOn Sey Gawaahii Laina Main Ney SOcha tUjhey Apney Sey Siwa Teray Baad Seh Liya Dil Ney Teray Baad Malamat Ka Azaab Warna ChUbtii hAi Rag e jAan Mein Hawa Teray Baad ^^ My Favrt
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Kaash ..... kaash to mera hamsafar hota zindagi yhun na darbadar hoti yhun na mehroomion ka yeh sehrah mere andar paraow kar sakta ham to sadion ki guftago kartae guftagoo wo kae manzilen jis par apna rasta talaash karnae lagen kaash ka lafz kaash na hota main tera or to mera hota tujh ko hi dekhtae shab ho jati tere dedan sae sawera hota tu jo ajata mere angan main yeh khwaab , khawab na mera hota /.......second of part kaash main tere dupatae ki tarahn tere seenae kae ird gird uhunhi apni bahon ko daal kar jeeta mujh sea uthti tere ashkon ki mehak mujhe sae ansoo bhi pooch leta ho apni shaarmo haya ka pehalo main mujhe ko ulfat ka dam deta tuu bin mere tu na mukamal hota mujh ko kuch aisa naam deta toooo |
|
#8
| |||||
| |||||
| i like these words in a whole poetry dArd Seenay Main hUa nOha-Sara Teray Baad Dil Ki DhArkAn Ai Key Matam Ki Sada Teray Baad Aik hUm hAin Key Be Barg o Nawa Teray Baad Warna Aabaad hAik Eik Khalq e KHUDA Teray Baad Eik Qyamat Ki KharaaShien Meray Chehrey Pey Sajien Eik MehShar Meray Ander Sey Utha Teray Baad
__________________ ![]() ![]() ![]() |