It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on [SOLVED] ..........Bashir Badar......... within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; koi phool dhoop ki pattiyon me hare ribon se bandha hua woh ghazal ka lahja naya naya na kaha hua ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| koi phool dhoop ki pattiyon me hare ribon se bandha hua woh ghazal ka lahja naya naya na kaha hua na suna hua jise le gayi hai abhi hawa woh waraq tha dil ki kitab ka kahin aanso'on se mita hua kahin aaso'on se likha hua kai meel ret ko kaat ker koi mauj phool khila gayi koi ped pyas se mar raha hai nadi ke paas khada hua wohi khat ke jin pe jagah jagah do mahakte hoton ke chand the kisi bhole bisre se taaq pe tah-e-gard hoga daba hua mujhe haadson ne saja saja ke bahot haseen bana diya mera dil bhi jaise dulhan ka hath ho menhdiyon se racha hua wohi shahr hai wohi raaste wohi ghar hai aur wohi lawn bhi magar is dareeche se poochna woh darakht anaar ka kya hua mere saath jugnu hain humsafar magar is sharar ki bisat kya yeh chiraagh koi chiraagh hai na jala hua na bujha hua |
|
#13
| |||||
| |||||
| <!--QuoteBegin-NainTara ec 17 2003, 11:37 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (NainTara @ Dec 17 2003, 11:37 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> Bashir Badar, hmm sahi , mein bhi unn ka kuch likha hua share kerti hoon..<img src='http://217.208.90.88/poetry/brb/brb_1.gif' border='0' alt='user posted image' /> [/b][/quote] zabardast! buhtu acha intiKhaab KHush rahaye (f) |
|
#14
| |||||
| |||||
| abhi is taraf na nigah ker, maiN Ghazal ki palkaiN saNwaar looN mera lafz lafz ho aayena, tujhay ainay meiN utaar looN maiN tamaam din ka thaka hua, tu tmaam shab ka jga hua zara Teher ja isi mooR per, teray saath shaam guzaar looN agar aasmaaN ki numaishooN meiN, mujhay bhi izn-e-qyaam ho to maiN motiuN ki dukaan say, teree baaliaN, teray haar looN kaye ajnabi teree raah maiN, meray paas say yoooN guzar gaye jinhaiN daikh ker ye taRap hoye, tera naam lay kay pukaar looN ye hawa na jaanay kahaaN kahaaN bharee dhoop meiN liyea phiray meray barg-e-dil zara Teher ja, tujhay aaNsooN meiN saNwaar looN |
|
#15
| |||||
| |||||
| Behgi Hoi Ankhoon Ka Yeh Manzar Na Millay Ga Ghar Chor K Maat Jao Kahin Ghar Na Milay Ga Phir Yaad Buhat Aaigi Zulfoon Ki Ghani Sham Jab Dhoop Main Saya Koi Sar Par Na Millay Ga Ansoo Ko Kabhi Oos Ka Qatra Na Samhjna Aisa Tumhain Chahat Ka Samandar Na Millay ga Is Khawab K Mahool Main Be Khawab Hain Ankhain Jab Nind Buhat Aai Gi Bistar Na Millay Ga Yeh Sooch Lo Abb Akhari Saya Hai Muhabbat Is Daar Se Uthoo Gay Tu Koi Daar Na Millay Ga |
|
#19
| |||||
| |||||
| /aoa yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi zindagi mein tumhari kami reh gayi aik main, aik tum, aik deewar thi zindagi aadhi aadhi bati reh gayi raat ko bheegi bheegi chhaton ki tarah meri palkon pey thori nami reh gayi main ney roka nahi woh chala bhi gaya baybasi door tak daikhti reh gayi merey ghar ki taraf dhoop ki peeth thi aatey aatey idhar chandni reh gayi Allah hafiz |
|
#20
| |||||
| |||||
| <!--QuoteBegin-Frozen Tears ec 19 2003, 01:50 AM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (Frozen Tears @ Dec 19 2003, 01:50 AM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> abhi is taraf na nigah ker, maiN Ghazal ki palkaiN saNwaar looN mera lafz lafz ho aayena, tujhay ainay meiN utaar looN maiN tamaam din ka thaka hua, tu tmaam shab ka jga hua zara Teher ja isi mooR per, teray saath shaam guzaar looN agar aasmaaN ki numaishooN meiN, mujhay bhi izn-e-qyaam ho to maiN motiuN ki dukaan say, teree baaliaN, teray haar looN kaye ajnabi teree raah maiN, meray paas say yoooN guzar gaye jinhaiN daikh ker ye taRap hoye, tera naam lay kay pukaar looN ye hawa na jaanay kahaaN kahaaN bharee dhoop meiN liyea phiray meray barg-e-dil zara Teher ja, tujhay aaNsooN meiN saNwaar looN [/b][/quote] waaaah !!!! Nabeel ... buhat khubsuret intekhaab hai ... main ne klabhi yeh ghazal nahi perhi thi aur Nain ... tum ne ju share ki hai na wuh tao aafut hai ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| bashir, badar |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Ghazal By (Basheer Badar) | Ragni | Ghazal | 13 | 05-27-2008 01:31 PM |
| bashir badar | Aisha Baig | Ghazal | 6 | 03-01-2008 03:48 PM |
| [SOLVED] Mast QALANDER ######## | smumair10 | Help Line & Feedback | 30 | 11-28-2007 07:34 AM |
| Jo loge chaley jatey haiN...(By Basheer Badar) | Stubborn Lioness! | Ghazal | 12 | 11-25-2007 05:17 PM |
| by bashir badar | Girl_Interrupted | Ghazal | 6 | 10-11-2007 12:10 PM |