It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Muhabbat rog hoti hai kaha bhi tha.. within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Muhabbat rog hoti hai kaha bhi tha rula ker khud bhi roti hai kaha bhi tha kinaarey k qareeb lay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Muhabbat rog hoti hai kaha bhi tha rula ker khud bhi roti hai kaha bhi tha kinaarey k qareeb lay jaa ker ye kashti ko daboti hai kaha bhi tha isay tum dil ki dharti ka pata mat dou ye is mein dard boti hai kaha bhi tha muhabbat mein khushi k baad gham ki rut bohat nazdeek hoti hai kaha bhi tha luta ker dil ko roney sey bhi kya haasil bohat naa'yaab moti hai kaha bhi tha azal sey is ki fitrat hai zamaaney ko jaga ker khud ye soti hai kaha bhi tha ye ser sey paa'on tak bus raakh ker dey gi bohat bey dard hoti hai kaha bhi tha
__________________ [b]Tanhayiyon ne meri mujhse kaha hamesha...jab saath hai mera to kyu khoya sa rehta hai |
|
#2
| |||||
| |||||
| ye ser sey paa'on tak bus raakh ker dey gi bohat bey dard hoti hai kaha bhi tha<!-- google_ad_section_en d --> bahot khoobsurat intekhaab Adhura ![]()
__________________ ![]() Last edited by mystique; 07-01-2007 at 02:01 PM. |
|
#3
| |||||
| |||||
| WAH BOHT KHOOB............... |
|
#4
| |||||
| |||||
| nice one kinaarey k qareeb lay jaa ker ye kashti ko daboti hai kaha bhi tha isay tum dil ki dharti ka pata mat dou ye is mein dard boti hai kaha bhi tha |
|
#5
| |||||
| |||||
| kinaarey k qareeb lay jaa ker ye kashti ko daboti hai kaha bhi tha bas itni bat samjhny wali hoti hai........Good Nice One |
|
#6
| |||||
| |||||
| Buhat Umdaah .......
__________________ Khawab Howay Azaab !! |
|
#7
| |||||
| |||||
| wah buhot hi umdah........... |
|
#8
| |||||
| |||||
| BUhat khoob............... .
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| very nice ![]() |