It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kitni Azziyat say us nay mujay Bhulaya hoga within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Kitni Azziyat say us nay mujay Bhulaya hoga Meri yaad nay usay khoob Rulaya hoga Baat Be Baat Aankh us ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Kitni Azziyat say us nay mujay Bhulaya hoga Meri yaad nay usay khoob Rulaya hoga Baat Be Baat Aankh us ke jo chalki hogi Us nay chehray ko bazooun mein chupaya hoga Socha hoga us nay din mein kai baar mujay Naam hathaily peh likh likh kay mitaya hoga Jahan us nay mera zikar suna hoga Us ke aankhoon mein koi Aansoo to aaya hoga Raat ko bhee deer tak neend na aai hogi us nay takiya ko bhee seenay say lagaya hoga hokay nidhal meri yaadoon say too nay jaana Meri tasveer say aapna sar tikaya hoga Poocha hoga jo kissi nay teri haalat ka sabbab too nay batoon mein khoob usay chupaya hoga Jab kabhee chand ko dekha hoga akaila too nay tujay mera payar bara yaad aaya hoga
__________________ |
|
#2
| |||||
| |||||
| Salaamm khub buhat hi umda zabrdast
__________________ A F S A N A |
|
#3
| |||||
| |||||
| Achi ghazal hay Allina acha laga parh kar app ka intekhab keep sharing Khush Rahiay ![]()
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| boaht umdah laga aapka intikhab... kep sharing mile
__________________ ![]() . . Tere is jahaN maiN aye Khuda..woh nahi to lagta hai kuch nahi |
|
#9
| |||||
|