It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharban within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; mujhay yaad koi dua nahin, meray humsafaR abhi soch le tu meRi jabeen pe likha nahin, marayhumsafaR abhi soch le ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| mujhay yaad koi dua nahin, meray humsafaR abhi soch le <!--adcode-->tu meRi jabeen pe likha nahin, marayhumsafaR abhi soch le abhi rasta bhi hai dhool main, abhi faida bhi hai bhool maiN abhi mujh ko tujh se gila nahin, meray humsafaR abhi soch le maiN janm janam se naraz hooN, main janm janam se udaas hooN maiN kabhi bhi khul k hansa nahin, meray humsafaR abhi soch le tu hai khawab khawab pukaRta, meRi ankh main nahin ashk bhi maiN muddatoN se jia nahin, meray humsafaR abhi soch le tujhay khushbo’ooN ki hai arzoo tujhay roshni ki hai justjo maiN hawa nahin, main di’ya nahin, meray humsafaR abhi soch le tujhay anso’oon ka pata nahin, tujhay ratjagon ka guma’N nahin tujhay is se agay pata nahin, meRay humsafaR abhi soch le kahiN choo’t sakta hai darmay’aN, na zameen milay gi na asmaa”N tujhay rastay ka pata nahin, maray humsafaR abhi soch le mujhay doondta hi phiray ga tu, na jee’ay ga roz maRay ga tu maiN kabhi b ghar pe mila nahi, meray humsafaR abhi soch le kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharban meRay pass waqat zara nahi, maray humsafaR abhi soch le |
|
#2
| |||||
| |||||
| bOhet KhOob Umda SharinG .,.,.,.,.,.,.,.
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| Boht khoob............! |
|
#5
| |||||
| |||||
| mujhay yaad koi dua nahin, meray humsafaR abhi soch le tu meRi jabeen pe likha nahin, marayhumsafaR abhi soch le abhi rasta bhi hai dhool main, abhi faida bhi hai bhool maiN abhi mujh ko tujh se gila nahin, meray humsafaR abhi soch le maiN janm janam se naraz hooN, main janm janam se udaas hooN maiN kabhi bhi khul k hansa nahin, meray humsafaR abhi soch le tu hai khawab khawab pukaRta, meRi ankh main nahin ashk bhi maiN muddatoN se jia nahin, meray humsafaR abhi soch le tujhay khushbo’ooN ki hai arzoo tujhay roshni ki hai justjo maiN hawa nahin, main di’ya nahin, meray humsafaR abhi soch le tujhay anso’oon ka pata nahin, tujhay ratjagon ka guma’N nahin tujhay is se agay pata nahin, meRay humsafaR abhi soch le kahiN choo’t sakta hai darmay’aN, na zameen milay gi na asmaa”N tujhay rastay ka pata nahin, maray humsafaR abhi soch le mujhay doondta hi phiray ga tu, na jee’ay ga roz maRay ga tu maiN kabhi b ghar pe mila nahi, meray humsafaR abhi soch le kaho lautna hai kisay yahan meray daRd suN meray meharban meRay pass waqat zara nahi, maray humsafaR abhi soch le
__________________ |
|
#6
| |||||
| |||||
| wah ji wah bohet hi khooob ![]() .................... .. .............. ......... ...... ... .. ![]()
__________________ |