It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kaha Maine !! within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; kaha Maine..!!MuHabbat main kabhi socha nahi karte Kaha Usne..!!buhat KhusshRang Dunya Ke nazaRe hain Kaha Maine..!!Jab Tum Ho To Hum ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| kaha Maine..!!MuHabbat main kabhi socha nahi karte Kaha Usne..!!buhat KhusshRang Dunya Ke nazaRe hain Kaha Maine..!!Jab Tum Ho To Hum Kuch dekha nahi Karte kaha Usne..!!Main Tum se Door Ho LaKin Tumhari hoo kaha maine..!!saPne Dil ko bahlaya Nahi Karte Kaha usne..!!Tumhari chaHt TumhIen RaswaIeYa Degi Kaha maine..!!shohraT se GhaBraYa nahi karte kaha Usne..!!samjh Jao..~~ samjh Jao Aye mere DOst... kaha Maine..!!DewaNe Ko samjhaYa Nahi Karte...!!!....~~ Last edited by Asifa; 08-07-2007 at 07:04 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Apne haathon se yun chehre ko chupate kyon ho Mujhse sharmaate ho to saamaney aate kyon ho Tum kabhi meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-wafaa Pyaar karate ho to phir pyaar chhupate kyon ho Ashk aankhon main meri dekh ke rote kyon ho Dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahate kyon ho Milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho |
|
#3
| |||||
| |||||
| aaj ke daur men ai dost ye munzar kyun hai zaKhm har sar pe har ik haath men patthar kyun hai jab haqiqat hai ke har zarre men tu rahataa hai phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyun hai apana anjaam to maalum hai sab ko phir bhi apani nazaron men har insan sikandar kyun hai zindagi jiiney ke qaabil hi nahin ab "Faakir" varnaa har aankh men ashkon kaa samandar kyun hai |
|
#4
| |||||
| |||||
| Pathar he sahi, raah mein hayal tu rahoon ga Kuch dair taira mud'e muqabal tu rahoon ga Jab tuk tairi bakhshish ka bahram khul nahi jata Aye mairay sakhee, mein taira sayaal tu rahoon ga Iss wastay zinda hoon sar maqtal e yaraan Wabasta e kam zarfi e qatal tu rahoon ga aye taiz hawa maira dhowaan daikh kay jana Bujh kar bhi nishaan e rah e manzil tu rahoon ga..! Dushman he sahi naam tu lay ga maira tu bhi Youn mein tairi awaaz mein shamil tu rahoon ga Jab tum mein baghawat na karoon jabar o sitam say Zindaan mein hoon paband e salasal tu rahoon ga Mohsin Zad e ada say agar mar bhi gaya mein Mayaar e tameez e haq o batil tu rahoon ga! |
|
#5
| |||||
| |||||
| greattt sober jeee!!
__________________ Yeh Bahein Humein jab apni Panahon mein bulathi hein, Humein apni Kasam hum har Sahara bhool jatey hain |
|
#6
| |||||
| |||||
| Sober ap ki choices buhat achii hain magar SOS k aik section mian sirf 2 threads start karna allow haii es lea mian nay ap ki posts merge ki hain SOS k 3 sections hain aik ghazal k lea aik nazam k lea or aik Ashaar k lea So SOS main post kartay howay ye Khyal rakhian k ghazal ko GHazla section main NAzam ko Nazam main OR Ashaar ko Ashaar section mian hi post karain Share kartay rahye ga magar rules ko follow kartay howay ![]() Khsuh rahain |
|
#7
| |||||
| |||||
| nice one keep sharing
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| SALAAMmm khub khub tammam buhat achi sharing hay
__________________ A F S A N A |
|
#10
| |||||
|