It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on kabhi kisi ko khabar na ho within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; woh bhuja bhuja sa chirag tha yey kabhi kisi ko khabar na hoo usey ley gayi hawa kahan yey kabhi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| woh bhuja bhuja sa chirag tha yey kabhi kisi ko khabar na hoo usey ley gayi hawa kahan yey kabhi kisi ko khabar na hoo kahin mandiron mai adalatain kahin masjidon mai shadatain yahan kon ker raha hai faisla yey kabhi kisi ko khaber na hoo kai loog jaan sey jain gay meray katilon ki talaash mai meray katal mai mera hath tha yey kabhi kisi ko khabar na hoo woh tamam duniya k wastay jo muhabaton ki misal tha wohi apnay gher mai tha bewafa yey kabhi kisi ko khabar na hoo woh jaan ker mujhey ajnabii dekha rahain hain gali gali is shehar mai mera gher bhi tha yey kabhi kisi ko khabar na hoo woh jaan ker dhoop ka dewata mujhey ajj pojnay ayain hain mai chirag hoon teri sham ka yey kabhi kisi ko khabar na hoo
__________________ OuR LiFe StArTs WiD OuR LaSt BrEaTh!! |
|
#4
| |||||
| |||||
| nice @};-
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#7
| |||||
| |||||
| /weldone ........
__________________ |
|
#10
| |||||
|