It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on kabhi hansna kabhi ansoo bahana yaad aaye ga within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; kabhi hansna kabhi ansoo bahana yaad aaye ga tumhein woh pyar ka guzra zamana yaad aaye ga tumhein phir yaad ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| kabhi hansna kabhi ansoo bahana yaad aaye ga tumhein woh pyar ka guzra zamana yaad aaye ga tumhein phir yaad aaien gi hamari sharmageen nigahain mera woh rooth ker phir muskarana yaad aaye ga chupay ka baadloun ki ott main jab chand ka chehra duppatey se mera woh muu chupana yaad aaye ga bohat kuch yaad aaye ga tumhein meri judaee main khanakti chooriyo ka gungunana yaad aaye ga jhuka pao gay jab tum kisi nazuk si daali ko haya k bojh se sir ko jhukana yaad aaye ga dum-e-rukhsat ki woh ghariyaan musalsal yaad aaien gi lippat ker tum se woh aansu bahana yaad aaye ga
__________________ **It's nice to be an important but it is more important to be a nice** |
|
#2
| |||||
| |||||
| ........ 1 ........
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
| very very nice.......
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#4
| |||||
| |||||
| nice................ ..
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Nice Sharing.......
__________________ Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi |
|
#6
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE................ .................... .... ![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat achi ghazal shair ki hai... ![]()
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Buhat khoob ... keep sharing
__________________ teRe khyaL se bach kar bata kahan JaOn Yahan sakoot bhi teRi sadaOn Jesa hai ... |
|
#9
| |||||
| |||||
| aoa, bohat kuhb muje bohat pasand aye ap ki gazal so very...........nice |