It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kab tulak shab kay andhairay mein sehar ko tarsay within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Kab tulak shab kay andhairay mein sehar ko tarsay Woh musafir jo bharay shehar mein ghar ko tarsay Aankh thehray ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Kab tulak shab kay andhairay mein sehar ko tarsay Woh musafir jo bharay shehar mein ghar ko tarsay Aankh thehray howay paani say bhi katraati hai Dil woh reh'roo keh samandar kay safar ko tarsay Mujh ko uss qehat kay mosam say bacha rub e sukhan Jab koi ehal e hunar, arz e hunar o tarsay aab kay iss toor musalat howa andhaira har soo Hijar ke raat mairay deeda e tar ko tarsay Umar itni tu ataa kar mairay fun ko khaliq... Maira dushman mairay marnay ke khabar ko tarsay Uss ko paa kar bhi ussay dhoond rahi hain ankhain Jaisay paani mein koie seep gohar ko tarsay na'shana'saye kay mousam ka asar tu daikho! Aaina khaal o khad e aania gar ko tarsay Aik dunia hai kay basti hai tairi ankhoon mein Woh tu hum thay jo tairi ik nazar ko tarsay Shoor e sur'sar mein jo sar sabaz rahi hai mohsin Mousam e gul mein wohi shaakh samar ko tarsay ....
__________________ [b]Tanhayiyon ne meri mujhse kaha hamesha...jab saath hai mera to kyu khoya sa rehta hai |
|
#3
| |||||
| |||||
| nice ... |
|
#4
| |||||
| |||||
| wah boht umdaah.............. ............ |
|
#5
| |||||
| |||||
| Uss ko paa kar bhi ussay dhoond rahi hain ankhain Jaisay paani mein koie seep gohar ko tarsay ..nice words
__________________ ![]() ![]() ![]() |
![]() |
| Tags |
| kab, tulak, shab, andhairay, sehar, tarsay |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Aur hawa mein tera naam likhta raha | Ragni | Ghazal | 18 | 03-20-2008 05:34 AM |
| Raye shumari baraye muqabila maah-e-August 2007 | Pehli``Barish | Urdu Writer's Club | 10 | 08-26-2007 01:31 PM |
| ~Muqabla Baraye Mah-e-August 2007~ | Pehli``Barish | Urdu Writer's Club | 29 | 08-20-2007 09:11 PM |
| raye shumari baraye muqabla-e-tarahi ghazal.. | kanch ki mehroo | Urdu Poet Club | 5 | 07-31-2007 08:57 PM |