It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jo Na Badla Tha Kabhi Us Ko Badaltay Daikha..by haya within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Jo Na Badla Tha Kabhi Us Ko Badaltay Daikha Gham Mujhay Day Kay Usay Haath Bhi Maltay Daikha Aaj Tak ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Jo Na Badla Tha Kabhi Us Ko Badaltay Daikha Gham Mujhay Day Kay Usay Haath Bhi Maltay Daikha Aaj Tak Mil Na Saki Showq.o.Talab Ki Manzil Kab Say Duniya Ko Isi Raah Pay Chaltay Daikha Barh Kay Ik Owr Zamaanay Nay Laga Di Thokar Jab Kisi Dard Kay Maaray Ko Sanbhaltay Daikha Aik Ik Mowj Pay Saahil Ko Rahi Us Ki Talaash Jis Ko Toofaan Ki Aaghosh Mai'n Paltay Daikha Jab Hansi Aai Muqaddar Say Mairay Honto'n Pay Aansuo'n Ko Bhi Usi Waqt Nikaltay Daikha Ru'Baroo Un Kay Háya Woh Maira Josh-e-Girya Ik Samander Tha Jo Aankho'n Say Ubaltay Daikha
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| Jo Na Badla Tha Kabhi Us Ko Badaltay Daikha Gham Mujhay Day Kay Usay Haath Bhi Maltay Daikha bahot khoob...........
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| wah buhot khoob............... |
|
#5
| |||||
| |||||
| boht Khoob............... ... |
|
#6
| |||||
| |||||
| Jo Na Badla Tha Kabhi Us Ko Badaltay Daikha Gham Mujhay Day Kay Usay Haath Bhi Maltay Daikha nice sharing............. ................
__________________ Us se ik bar to ruthun mein usi ki manind Aur meri trah se wo mujh ko mnane aaye |
|
#7
| |||||
| |||||
| Superb......... Barh Kay Ik Owr Zamaanay Nay Laga Di Thokar Jab Kisi Dard Kay Maaray Ko Sanbhaltay Daikha and also Jab Hansi Aai Muqaddar Say Mairay Honto'n Pay Aansuo'n Ko Bhi Usi Waqt Nikaltay Daikha |
|
#8
| |||||
| |||||
| Beautiful ![]() |
|
#9
| |||||
|