It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jab say un par shabaab aayaa hai, within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Kya likhein haal aashnaayi kaa, Daag hai dil pay be-wafaayi kaa, Terey aashiq hain pandit-o-maula, Rukh pay parda hai parsaayi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Kya likhein haal aashnaayi kaa, Daag hai dil pay be-wafaayi kaa, Terey aashiq hain pandit-o-maula, Rukh pay parda hai parsaayi kaa, Jab say un par shabaab aayaa hai, Faisla ho gya hai khudaayi kaa, Chal diye rooth kar woh mehfil say, Koi mauka na thaa safaayi kaa, Ishq kya hai begair daulat kay, Ikk bahana hai jagg hansaayi kaa, Teri meri nazar mili thee faqat, Bann gya hai pahaad raayi kaa, Jis kay darr say zubaan larzti thee, Aa gya din woh abb judaayi kaa, Kashtiyaan doobti hain saahil par, Ikk tamasha hai na khudaayi kaa
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| nice .................... ..........
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| bOhet KhOob Umda SharinG .,.,.,.,.,.,.,.
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| wah zabardast........... ....
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Ishq kya hai begair daulat kay, Ikk bahana hai jagg hansaayi kaa, beautiful
__________________ ------------------------------------------------ aik mudat se mere maa nahi soye "Tabish" Main ne ek baar kaha tha mujey durr lagta hai ---------------------------------------------------- |
|
#9
| |||||
| |||||
| buhot khoob............... .......
__________________ ![]() |