It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se maut kaa Khauf ho ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se maut kaa Khauf ho kyaa ishq ke diivaane ko maut Khud kaaNpatii hai ishq ke diivaane se ho gayaa Dher vahiin aah bhii nikalii na ko_ii jaane kyaa baat kahii shamaa ne paravaane se husn be-ishq kahiin rah nahiin sakataa zindaa bujh ga_ii shamaa bhii paravaane ke jal jaane se khaaye jaatii hai nadaamat mujhe is Gafalat kii hosh men aa ke chalaa aayaa huuN mayaKhaane se kar diyaa gardish-e-ayyaam ne rusvaa "Sahir" mujh ko shikavaa hai yagaane se na begaane se
__________________ (¨`·.·´¨) `·.¸(¨`·.·´¨) Keep (¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling! `·.¸.·´ ARSHAD |
|
#3
| |||||
| |||||
| boht he umda intekhab, keep sharing.
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
Aap Nay Bouhat Umda Intikhaab Paish Kiya Hay But Aik Din Mai'n Aik Ya Ziyada Say Ziyada 2 Intikhaab Paish Kiya Kijiye..Ta Kay Hamaray Doosray Saathi Bhi Shirkat Kar Sakai'n Owr Aap Ka Intikhaab Sahi Say Read Kar Kay Us Par Comments Bhi Diye Ja Sakai'n.. ..![]()
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| ishq, kyaa, chiiz, puuchhiye, paravaane |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se | arshad007_in | Ghazal | 10 | 10-11-2007 10:47 AM |
| [SOLVED] iShQ eMaan KI khushboo | (¯`Baby Doll´¯) | Mohabbat | 9 | 04-25-2007 11:00 AM |
| ** Wahid ** | F-A-L-A-K | Urdu Writer's Club | 7 | 12-17-2006 01:51 PM |
| [SOLVED] iShQ eMaan KI khushboo | (¯`Baby Doll´¯) | Nazam | 8 | 06-25-2004 05:43 PM |