It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Humesha muskura kay aansooun ko chupaya within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Humesha muskura kay aansooun ko chupaya "Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Humesha muskura kay aansooun ko chupaya "Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya Kya muqadar say shikwa kertey rahain Jo qismat main tha wohi kuch to paaya Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya Apnoon nay palat kay daykha tak nahin Ghairon nay aaker galay say lagaaya Acha hua kay raaz khul hi gaya Dil-e-nadaan pay khanjar kis nay chalaya Shab-o-roz chahat ka sila yeh hay shaiki Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
__________________ Sara Shaher Hua Tha Jis k Jaanazay Main Shareek... Tanhaiiyun k Khoof Se Wo Shaks Mar Gaya.... |
|
#3
| |||||
| |||||
| Umda SharinG .,.,.,.,.,.,.
__________________ ![]() |