It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Hum mohabbat pai kiski bharosa kare within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Excellent........... ......
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#11
| |||||
| |||||
| Excellent........... ...
__________________ |
|
#12
| |||||
| |||||
| Mujhe Apny Zabt Pey Naz Tha, Sar-E-Bazam Raat Ye Kia Hoa~ ~Mery Ankh Keyse Chalakh Pary, Mujhe Ranj Hai Ye Bora Hoa~ ~Mery Zindagi Ke Charagh Ka, Ye Mizaj Koi Nahi Naeya~ ~Kabhi Roshni Kabhi Tergi, Na Jala Hoa Na Bujha Hoa~ ~Mujhe Aap Kuen Na Samjh Saky, Ye Apny Dil Sey Hi Pocheye~ ~Mery Dastan-E-Heyat Ka, Hai Warq Warq Khula Hoa~ ~Abhi Abhi Mery Pass Sey, Jo Nazar Bacha Key Guzerh Gaye~ ~Ye Mery Seher Key Loog Han, Mery Ghar Sey Ghar Mila Hoa~ ~Mujhe Jo Bhi Dushman-E-Jan Mila,Wohi Pukhta Kar-E-Jafa Mila~ ~Na Kisi Ke Chot Ghalat Pary, Na Kisi Ka War Kahta Hoa~ ~Mujhe Ham Safar Bhi Mila Koi, Tu Mery Tarha Hi Luta Hoa~ ~Kabhi Manziloon Se Hata Hoa, Kabhi Qafiloon Sey Luta Hoa~ Mujhe Ik Gali Men Para Hoa, Kisi Bad Naseeb Ka Khath Mila~ ~Kaheen Khoon-E-Dil Sey Likha Hoa, Kaheen Ansoon Sey Mita Hoa~ ~Hameen To Ye Bhi Haq Nahi, Ke Shareq Bazam Kohlos Hon~ ~Na Cehry Pey Apny Naqab Hai, Na Kuch Asteen Men Chupha Hoa~ ~Hameen Apny Gharh Sey Chaly Hoye, Sar Rah Umer Guzerr Gaye~ ~Na Safar Ka Haq Ada Hoa, Na Justajo Ka Sila Mila~ ******************** ******************** Mujju.Tanhayya*** |
|
#13
| |||||
| |||||
| ******************** ******************** ****** BOHAT UDAAS HOON MAIN Mujhay gale se Laga Lo Buhat Udaas Hoon Main Gham-e-Jahan Se Churalo Bohat Udaas hoon Main Ye Intezaar Ka Dukah Saha Nahi Jata Tarap rahi hai Muahabbat Raha Nahi Jata Tum Apne Pass Bula Lo Buhat Udass Hoon Main Har Ek Sans Main milne Ki Pyass Palti Hai Sulag raha Hai Badan or Rooh Jalti Hai Bacha sako To Bachalo Buhat Udaas Hoon Main Bhatak Chuka Hoon Buhat Zindagi ki rahoon main Mujhay Ab Aa K Chupaalo Tum Apni Bahoon main Mera Sawaal na Taaloo Buhat Udaas hoon Main. ******************** ******************** *** Mujju.Tanhayya*** Last edited by mujjutahayya; 11-10-2008 at 08:51 PM. |
|
#14
| |||||
| |||||
| ******************** ******************** ****** Betabiyon main doob kar shair likh raha hoon Meri ankhoon main jo khawab basa hai wo khwaab likh raha hoon Zakham bhi khay hain aur dagh bhi milay hain Ab tak jo na mit saka wo dagh likh raha hoon Mujhse mohabbat main us kay kuch andaaz tha Us ka har nakhre ko mai adaa likh raha hoon Wo mujh se juda ho kar bari pur sukoon hai Main us ko bhool kar us ki yaad likh raha hoon Chahat ka jo mahal tha us ko tor kar wo chali gai Main us ki har saza ko apna naseeb likh raha hoon Main ne us ko chaha par pa na saka Us ki har khafa ko mai apni khata likh raha hoon Chaha tha us ko do pal ki zindagi ma Jiwan ki us shaam ko main khud ko be wafa likh raha hoon Jiwan ke is safar ma wo mari hamsafar thi Ab jo rah gaya tanha us ka naam likh raha hoon ******************** ******************** Mujju.Tanhayya*** Last edited by mujjutahayya; 11-10-2008 at 08:53 PM. |
|
#15
| |||||
| |||||
| ******************** ****************** Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya.... Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh Rula Diya..... Lehje Se Uth Raha Tha, Har ik Dard Ka Dhuaan... Chehra Bata Raha Tha Ke Kuch Ganwa Diya... Awaz Mein Thihrao Tha, Aankhoon Mein Nami Thi... Aur Keh Raha Tha Ke Mein Ne Sab Kuch Bhula Diya.... Jane Kiya Us Ko, Logon Se Thi Shikayatein. ... Tanhaiyon Ke Dais Mein Khud Ko Basa Diya... Khud Bhi Woh Hum Se Bichar Kar, Adhura Sa Ho Gaya.... Mujh Ko Bhi itne Logon Mein Tanha Bana Diya.... Sab Se Chupa Kar Dard, Woh Jo Muskura Diya.... Us Ki Hansi Ne Aaj To Mujh ko Rula Diya... ******************** ******************** Mujju.Tanhayya*** Last edited by mujjutahayya; 11-10-2008 at 08:55 PM. |
|
#16
| |||||
| |||||
| ******************** ******************** *** ai mere ham-nashii chal kahii.n aur chal is chaman MAI ab apanaa guzaaraa nahii. baat hotii gulo tak to sah lete ham ab to kaa.NTo.n pe bhii haq hamaaraa nahii. aaj aaye ho tum kal chale jaaoge ye muhabbat ko apanii gavaaraa nahii umr bhar kaa sahaaraa bano to bano do gha.Dii kaa sahaaraa sahaaraa nahii. de sadaa daar par aur kabhii tuur par kis jagah mai.n ne tum ko pukaaraa nahii. Thokare. yuu. khilaane se kyaa faayedaa saaf kah do ke milanaa gavaaraa nahii. gulasitaa. ko lahuu kii zaruurat pa.Dii sab se pahale hii gardan hamaarii kaTii phir bhii kahate hai.n mujh se ye ahal-e-chaman ye chaman hai hamaaraa tumhaaraa nahii. zaalimo. apanii qismat pe naazaa.N na ho daur badalegaa ye vaqt kii baat hai vo yaqiinan sunegaa sadaaye. merii kyaa tumhaaraa Khudaa hai hamaaraa nahii. ******************** ******************** *** Mujju.Tanhayya*** Last edited by mujjutahayya; 11-10-2008 at 08:57 PM. |
|
#17
| |||||
| |||||
| ******************** ******************* Is Zamane Sey Na Hum Koi Gilaa Rakhain Gay Dil Lagayein Gay To Na Shart-E-Wafa Rakhain Gay Na Dikhayain Gay Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain Dard Uthey Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gay Jaan De Daingein Agar Aik Ishaara Kar De Ham Usey Apne Liye Bhi Na Bacha Rakhain Gay Sab Hata Daingay Teri Raah Ki Rukawat Hamdam Ghar Ke Darwazey Ko Har Waqt Khula Rakhain Gay Unki Har Baat Ko Bhooley Se Na Bhoolain Gein Kabhi Unki Yadoon Ko Bhi Seenay Se Laga Rakhain Gay Toot Bhi Jaayegi Umeed Jo Tere Aanay Ki " mujahid" Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gay!! ******************** ************** Mujju.Tanhayya*** Last edited by mujjutahayya; 11-10-2008 at 08:58 PM. |
|
#18
| |||||
| |||||
| ******************** **************** Bikher rahi hai meri zindegi ussai kah dena, Kahin miley woh to ye baat ussai kah dena. Us se kehna k bin us k din kat ta nahi, Sisak k kat ti hai rat use kah dena. Wo saath tha to zamana tha hamsafar mera, Magar ab koi nahi saath use kah dena. Gunwa k pyar main hum khud ko bhula hi bethe , Khare hai ishq k lamhat ussai kah dena. Wo jis ko sun kar palat aaey meri dunya, Hwaon koi aisi bat ussai kah dena… Agar wo phir bhi na loute to meherbani kaise, to mere dil k halaat ussai kah dena. Her ek jeet us k nam kar raha hoon main , Main manta hun apni maat ussai kah dena. Use pukaroon ya khud pahunch jaoun us k pass, Rahe bas main kab ye halat ussai kah dena. Baras baras k nigahein bhi ho gaye hain pathar, Pari hai ghum ki ajab rat ussai kah dena. ******************** ******************** ********* Mujju.Tanhayya*** |
|
#19
| |||||
|