It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on har ek chehare ko zaKhmo.n kaa aa_iinaa na kaho within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; har ek chehare ko zaKhmo.n kaa aa_iinaa na kaho ye zindagii to hai rahamat ise sazaa na kaho na jaane ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| har ek chehare ko zaKhmo.n kaa aa_iinaa na kaho ye zindagii to hai rahamat ise sazaa na kaho na jaane kaun sii majaburiyo.n kaa qaidii ho vo saath chho.D gayaa hai to bevafaa na kaho tamaam shahar ne nezo.n pe kyuu.N uchhaalaa mujhe ye ittefaaq thaa tum is ko haadasaa na kaho ye aur baat ke dushman huaa hai aaj magar vo meraa dost thaa kal tak use buraa na kaho hamaare aib hame.n ungaliyo.n pe ginvaao hamaarii piiTh ke piichhe hame.n buraa na kaho mai.n vaqiyaat kii zanjiir kaa nahii.n qaayal mujhe bhii apane gunaaho.n kaa silsilaa na kaho ye shahar vo hai jahaa.N raakshas bhii hai "Rahat" har ek taraashe huye but ko devataa na kaho |
|
#2
| |||||
| |||||
| very nice dear ![]()
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |
|
#3
| |||||
| |||||
| very nice thanx for sharing @};-
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| very nice...............: flower3
__________________ Moat bi zarori hai zindagi bi pyaari hai faslon se juway mai main ne shaam hari hai |
|
#5
| |||||
| |||||
| buhat khoob..... |
|
#7
| |||||
| |||||
| wah ji wah..Kya khoob kaha hai aap ne.. "OWH TOOT KAR CHAHAY GA MUJAY OR CHOOR JAY GA MUJAY KHABER THI USAY YAH HUNER BHI AATA HAI "
__________________ * Ab to "Aansoo" ka eik katrah bhi ruswaah kar jaata hay * * Bachpann may hum ji bharr kar Roya karte the...!!! * |
|
#8
| |||||
| |||||
AOA BOHAT KHOOB DEAR ............. .................... ......![]()
__________________ |
|
#9
| |||||
| |||||
| Quote:
per aik bat batoo kiya kahna nahi khaya aap nay jo meray namsay [H] kaha gay ho |