It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ek muddat hu_ii ek zamaanaa huaa within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ek muddat hu_ii ek zamaanaa huaa Khaak-e-gulashan me.n jab aashiyaanaa huaa zulf-e-baraham kii jab se shanaasaa_ii hu_ii zindagii kaa chalan ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| ek muddat hu_ii ek zamaanaa huaa Khaak-e-gulashan me.n jab aashiyaanaa huaa zulf-e-baraham kii jab se shanaasaa_ii hu_ii zindagii kaa chalan mujremaanaa huaa phuul jalate rahe chaa.Nd ha.Nsate rahaa aarazuu kaa muqammal fasaanaa huaa daaG dil ke shaha.nshaah ke sikke bane dil kaa muflis-kadaa jab Khazaanaa huaa rah_bar ne palaT kar na dekhaa kabhii rahr-o-raaste kaa nishaanaa huaa ham jahaa.N bhii gaye zauq-e-sajdaa liye har jagah aap kaa aasataanaa huaa dekh mizaraab se Khuun Tapakane lagaa saaz kaa taar marG-e-taraanaa huaa pahale hotii thii ko_ii vafaa-paravarii ab to "SaaGar" ye qissaa puraanaa huaa
__________________ |
| The Following User Says Thank You to cuteangel For This Useful Post: | ||
seemaab (04-23-2008) | ||
|
#2
| |||||
| |||||
| Mindblowing......... ....!!!! ** ** |
![]() |
| Tags |
| zamaanaa |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ye saaraa jism jhuk kar bojh se duharaa huaa hogaa | Aisha Baig | Dushyant Kumar | 4 | 06-03-2008 09:46 AM |
| ""Ek Muddat Hoii Ek Zamaanaa Huaa | kainat_khan48 | Ghazal | 7 | 04-13-2008 10:34 AM |
| zindagii tujh se mil kar zamaanaa huaa | Banjara | Zubair Rizwi | 2 | 04-12-2008 02:12 PM |
| mai.n sajde me.n nahii.n thaa aap ko dhokaa huaa hogaa | noorulraza khan | Ghazal | 1 | 03-01-2008 02:08 PM |
| zindagii tujh se mil kar zamaanaa huaa | ali syed | Nazam | 8 | 10-14-2007 08:33 AM |