It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~*~Duniya mein kaun kaun na yak baar ho gaya, ~*~ within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Duniya mein kaun kaun na yak baar ho gaya, Par munh phir is tarf na kiya us ne jo gaya. ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Duniya mein kaun kaun na yak baar ho gaya, Par munh phir is tarf na kiya us ne jo gaya. Phirti hai meri khaak saba dar-b-dar liye, Ai chashm-e-ashkbaar yeh kya tujh ko ho gaya. Aagah is jahaan mein nahin ghair be khudaan, Jaaga wahi idhar se jo mund ankh so gaya. Tufaan-e-Noah ne to dubai zamin faqt, Main nang-e-khalq saari khudaai dabo gaya. Barham kahin na ho gul-o-bulbul ki asshti, Darta hun aaj baagh mein woh tund khu gaya. Waiz kise darawe hai yom-ulhisab se, Giriya mera to naama-e-aamal dho gaya. Phulenge is zabaan mein bhi gulzar-e-maarfat, Yaan main zamin-e-sheir mein yeh tukhm bo gaya. Aya na aitdaal par hargiz mazaaj-e-dahar, Main garche garm-o-sard-e-zamana samo gaya. Ai Dard jis ki ankh khuli is jahan mein, Shabnam ki tara jaan ko apni woh ro gaya.
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| boht umdaah..............
__________________ ![]() "Be cool" |
|
#4
| |||||
| |||||
|
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
|
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
|
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
|
__________________ ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| duniya, kaun, yak, baar |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ~~!!!- Us Chand Ki KhOgh Mein khOya Rhay Bhatka hUa Maan -!!!~~ | ~ HijR ~ | Nazam | 11 | 03-14-2008 07:36 AM |
| Ye kaun zindagi main udasiyan rakh gaya | friend4u | Ghazal | 27 | 12-30-2007 12:25 PM |
| Pollling : Nazm contest 1, for Sep 07 | WanderingThoughts | Nazam | 1 | 09-17-2007 12:22 PM |
| Us Ne Kaha Ke Ishq Ka Nasha Utar Gaya... | IZHAR | Ghazal | 8 | 09-17-2007 04:57 AM |
| Polling for Ghazal Contest August 2007 | ||||