It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Din guzar gayaa aitabaar main within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Din guzar gayaa aitabaar main Din guzar gayaa aitabaar main Raat kat gai intazaar main Wo mazaa kahaan Wasl-E-Yaar main ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Din guzar gayaa aitabaar main Din guzar gayaa aitabaar main Raat kat gai intazaar main Wo mazaa kahaan Wasl-E-Yaar main Lutf jo milaa intazaar main Un kii ik nazar kaam kar gai Hosh ab kahaan hoshiyaar main Mere Qabze main kaayenaat hai Main hoon aap ke ikhtiyaar main Aankh to uthii phuul kii taraf Dil ulajh gayaa Husn-E-Khaar main Tum se kyaa kahe.n kitane gam sahe Ham ne bewafa tere pyaar main Fikr-E-Aashiyaan har khizaam kii Aashiyaan jalaa har bahaar main Kis tarah ye Ghum bhuul jaaye ham Wo judaa huaa is bahaar main
__________________ ![]() |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| jaana |
| Thread Tools | |
| |
LinkBacks (?)
LinkBack to this Thread: http://www.hallagulla.com/urdu/ghazal-598/din-guzar-gayaa-aitabaar-main-184917.html | ||||
| Posted By | For | Type | Date | |
| Urdu Poetry Community & Forum | This thread | Refback | 02-29-2008 06:30 AM | |