It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Besabab baat badhaane kii zaroorat kiyaa hai within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Besabab baat badhaane kii zaroorat kiyaa hai ------------------------------------------- Besabab baat badhaane kii zaroorat kiyaa hai Ham Khafaa kab the manaane ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Besabab baat badhaane kii zaroorat kiyaa hai ------------------------------------------- Besabab baat badhaane kii zaroorat kiyaa hai Ham Khafaa kab the manaane kii zaroorat kiyaa hai Aap ke dam se to duniyaa kaa bharam hai qaayam Aap jab hain to thikaane kii zaroorat kiyaa hai Teraa koochaa, teraa daar, terii galii kaafii hai Bethikaano ko thikaane kii zaroorat kiyaa hai Dil se milane kii tamannaa hee nahin jab dil main Haath se haath milaane kii zaroorat kiyaa hai Rang aankhon ke liye khushboo hai damaagon ke liye Phool ko haath lagaane kii zaroorat kiyaa hai poet-shahid kabir Last edited by mashamshah; 11-02-2007 at 08:29 PM. Reason: Besabab baat badhaane kii zaroorat kiyaa hai |
|
#2
| |||||
| |||||
| Har shaam ye savaal muhabbat se kiyaa milaa Har shaam ye javaab ke har shaam ro pade Wah bOhet KhOob La-Jawaab Ghazal Ka Intekhaab
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| Dil se milane kii tamannaa hee nahin jab dil main Haath se haath milaane kii zaroorat kiyaa hai Nice...
__________________ Yasir |
|
#5
| |||||
| |||||
| bohat umdaaaaa ghazal...... zabardast
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Zabardast........... ........
__________________ Difa e Shaan e ALI Al Murtaza (AS) Ilm e Hadit Ki Roshni Mein click the following link |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| besabab, baat, badhaane, zaroorat, kiyaa |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Ghazals: | abdool jabar | Announcements | 0 | 10-09-2007 05:52 PM |
| !*! 2 Ghazals !*! | Aamir Ahmed | Poetry on Demand | 25 | 07-08-2007 01:17 PM |