It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Bahut Hua within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; us ko judaa hue bhi zamana bahut hua ab kya kahain ye qissa purana bahut hua ab hum hain aur ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| us ko judaa hue bhi zamana bahut hua ab kya kahain ye qissa purana bahut hua ab hum hain aur sare zamane ki dushmani us se zara rabt barhana bahut hua ab kyon na zindagi pe muhabbat ko vaar dain is aashiqi main jaan se jana bahut hua ab tak to dil ka dil se tarruf na ho saka mana ki us se milnaa milana bahut hua lo phir tere labon pe usi bevafa ka zikr ahmad 'Faraz' tujh se kaha na bahut hua |
|
#2
| |||||
| |||||
| ab kyon na zindagi pe muhabbat ko vaar dain is aashiqi main jaan se jana bahut hua ..achay words hai
__________________ ![]() ![]() ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| ab tak to dil ka dil se tarruf na ho saka mana ki us se milnaa milana bahut hua lo phir tere labon pe usi bevafa ka zikr ahmad 'Faraz' tujh se kaha na bahut hua bohat umdaaaaaaaaaaa
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Wah bOhet KhOo Umda Sharing Ahmed Faraz Kii Kya Hii Baat hAi .................... ................
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| wah umda sharing............. .... |