It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Badal Gaya.. within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; kehnay ko ik sehan main deewar hi bani ghar ki fiza makaan ka naqsha hi badal gaya shaayad wafa kay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| kehnay ko ik sehan main deewar hi bani ghar ki fiza makaan ka naqsha hi badal gaya shaayad wafa kay khel main uktaa gaya tha woh manzil kay paas aakay jo rasta hi badal gaya qayem kisi bhi haal pay dunyaa nahin rahi tabeer kho gayee kabhi sapna badal gaya manzar ka rang asal main saaya tha rang ka jis nay usay jidhar say bhi dekha badal gaya andar kay mosaamon ki khabar us ko ho gayee us no bahaar naaz ka chehra badal gaya aankhon main jitnay ashaq thay jugnoo say ban gaye woh muskuraaya aur meri dunyaa badal gayee apni gali main apna hi ghar dhoondtay hain log amjad yeh kon shehar ka naqsha badal gaya |
|
#2
| |||||
| |||||
| wah kia lajawab sharing hey.buhot khoob
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| andar kay mosaamon ki khabar us ko ho gayee us no bahaar naaz ka chehra badal gaya boht Khooooooob.........N ice One Sharing |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| badal |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| "sab Ko Dil Ke Dagh Dikhaye Ik Tujhi Ko Dikha Na Sake" | i m wat i m | Ghazal | 25 | 11-03-2007 05:58 PM |
| so baar hasretoN kay safer ko gaya huN maiN | sohailmalik64 | Urdu Poet Club | 19 | 09-27-2007 08:47 AM |
| Amjad Islam Amjad | cutelibra | Nazam | 20 | 08-09-2007 09:47 PM |
| Sub Kuch Badal Jata hai | waseem1g | Ghazal | 11 | 07-30-2007 06:15 AM |
| aaNkhoN kaa rang, baat kaa lahjaa badal gayaa | ali syed | Ghazal | 5 | 07-11-2007 06:01 AM |