It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on [[[ Aur Ziyada ]]] within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Barbad tamanna pay ataab aur ziyada Han meri mohabbat ka javab aur ziyada Roye na abhi ahal-e-nazar haal pay meray ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Barbad tamanna pay ataab aur ziyada Han meri mohabbat ka javab aur ziyada Roye na abhi ahal-e-nazar haal pay meray Hona hay abhi mujhe ko Kharab aur ziyada Aavara-va-majnu hi pay maukoof nahin kuch Milnay hain abhi mujhe ko Khitaab aur ziyada Uthengay abhi aur bhi toofan meray dil say Dekhun ga abhi ishq k Khoa'ab aur ziyada Tapkay ga lahoo aur meray deeda-e-tar say Dharkay ga dil-e-Khana kharab aur ziyada Aye mutrib-e-bebaak koye aur bhii naghma Aye saaqi-e-fayaz sharab aur ziyada |
|
#3
| |||||
| |||||
| |
|
#4
| |||||
| |||||
| wah aik or umdah sharing.zabardast... .............
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Bohat shukriya saram............. Keep viewing............. .. |
|
#6
| |||||
| |||||
| wah aik or umdah sharing.zabardast... .............
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Thanks Ali................. ...... |
|
#8
| |||||
| |||||
| wah........kiya baat hai .. Uthengay abhi aur bhi toofan meray dil say Dekhun ga abhi ishq k Khoa'ab aur ziyada Very Nice Sharing. |
|
#9
| |||||
| |||||
| wah boht umda ghazal.......... |