It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on apni zindagi k har shaam teray naam kar doon within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; apni zindagi k har shaam teray naam kar doon teri h ankhoon ka jaam teray naam kar doon main doob ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| apni zindagi k har shaam teray naam kar doon teri h ankhoon ka jaam teray naam kar doon main doob jaoon teri in jheel c gehri ankhoon main phir apni barbadi ka ilzaam teray naam kar doon main apni rooh ko teray wajood main bhar doon phir apni zaat apna har payaam teray naam kar doon tu mujhay muhabbat ka agaaz day sanam main apnay pyaar ka anjaam teray naam kar doon muhabbatoon k qaseeday likhoon teri sanaa main hazaroon pyaar k paighaam teray naam kar doon ho jiss ka zikar muhabbat k har kahani main aik aisa pyaar ka paighaam teray naam kar doon
__________________ ![]() chal rahi hain sansain bah raha hai lahoo .... phir bhi kion nahin lagta main zinda hoon .... kia main zinda hoon |
|
#2
| |||||
| |||||
| BUhat khubsurat Choice haii badal ![]() mAgar rong section main main ap ki post ko ghazal section main move kar raye hun keeeeeeep sharing ................ |
|
#4
| |||||
| |||||
| thanks for replying and correction ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| nice ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| buht khobbbbb........
__________________ tere zehan pe havee ho mere sooch is tarhan, keh tu apne zindagi ka nisaab bhool jayee |
|
#8
| |||||
| |||||
| Salaaammmm khub khub buhat hi umda buhat hi aalaaaaaaaaaa
__________________ A F S A N A |