It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya within the Ghazal forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya, Woh shakhs aik shaam main kitna badal gaya, Kuch din to mera ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya, Woh shakhs aik shaam main kitna badal gaya, Kuch din to mera aks raha aaine pe naqsh, Phir youn huwa ke khud mera chehra badal gaya Jab apnay apnay haal pay hum tum na reh sakay, To kiya huwa jo hum say zamana badal gaya, Qadmon talay jo rait bichhi thi woh chal pari, Us nay chhuraya haath to sehra badal gaya Koi bhi cheez apni jageh par nahin rahi Jaatay hi aik shakhs kay, kiya kiya badal gaya Ek sarkhushi ki moj nay kaisa kiya kamal Wo bay-niaaz saara ka saara badal gaya Uth kar chala gaya koi waqfay kay darmiaan Parda utha to saara tamasha badal gaya Hairat say saaray lafz usay dekhtay rahay Baaton main apni baat ko kaisay badal gaya
__________________ kon kehta hy k aadmi apni kismat khud likhta hy agar yeh sach hy tu kismat mein dard kon likta hy |
|
#2
| |||||
| |||||
| ~~~~~~~~~~~~~~ MashaAllah ... Khoosbsurat Sharing ... Thanks ~~~~~~~~~~~~~~
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| Nice....... Tu Badalta hai to Be saakhta Meri Aankhen Meri Haatoon ki Lakiroon se Ulajh jati hain Waise jo Badal gaya usse bhool ja.... per Ammal achcha rahe ga |
|
#5
| |||||
| |||||
| bhot khob zabardast hay janab |
|
#6
| |||||
| |||||
| gooddddddddddddddddd dddddddddddddddd
__________________ !!!!!Respect Your Elders..... |
![]() |
| Tags |
| aankhon ka rang |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya | musaddaq | Ghazal | 8 | 03-25-2008 03:42 AM |
| Wo ShaKhs Ek Shaam Main Kitnaa Badal Gayaa ! | umair_bantva | Ghazal | 10 | 02-11-2008 08:31 PM |
| Rukhsat Howa to baat meri maan ker gaya | 13 Mera 7 Rhey | Ghazal | 9 | 11-21-2007 11:53 PM |
| aaNkhoN kaa rang, baat kaa lahjaa badal gayaa | ali syed | Ghazal | 5 | 07-11-2007 07:01 AM |
| Raye shumari baraye muqabila maah-e-june 2007 | Pehli``Barish | Urdu Writer's Club | 7 | 06-25-2007 10:10 AM |